Next part,
Abhijeet went
Daya saw- chale abhijeet ki bhabhiShreya- daya sir ham duty pe hai and ran from there
Daya put his hand in his pocket and went with smile
At forensic lab
Pradyuman- chal salunke bata daya ki car ka blast petrol se huva hai na?
Salunke- kya yaar hamesha ghode pe savar rehte ho..
Pradyuman- tu bolta hai ya nahi?
Salunke- bol raha hoon (to daya) koi gussa mae hai aj
Daya- Chitrole sir aane vale hai
Salunke- kiska naam le liya meri lab me.. ha to boss daya ki car jo blast huva vo petrol se nahi huva hai.. kerosene se kiya hai..
Tarika- ha aur uspe se kuch finger prints mile..
Kavin- kiske finger prints hai?
Tarika- daya, shreya aur zafar ke aur car mese ek earing mili hai.
They saw earing
All looked towards shreya
Shreya immediately- ye meri nahi hai..mae esi nahi phenti..Tarika- ha sir ye earing shreya ka nahi hai. Then they all looked towards daya
Abhijeet enter
Pradyuman- tum yaha pe?Abhijeet- ha vo case jo apne diya tha us case ke liye aaye hai.. salunke saab ap bata rahe the ki zehar diya hai ise
Salunke- ha..lekin vo case tarika handle kar rahi hai..
Abhijeet went to tarika- tarikaji kya pata chala ap is lash pe se..
Tarika- abhijeet iska khoni koi ladki hogi..kyuki jab hath pai hui hogi tab uska nailpaints iske nakhono me aagaye honge..
Abhijeet- ladki..lekin is case me to koi ladki ka chakar nahi hai
Tarika- lekin khoni to ladki hai..
Salunke came- kya bhai kya chal raha hai..puch liya tarikajii se to jaiye aur dundhiye khoni ko..
Abhijeet- ha lekin bhadk kyun rahe hai?
Salunke- pata nahi..
Abhijeet was about to go but turned- aj raat taiyaar rehna and ran away
Pradyuman look towards daya.
Salunke was shocked..while tarika was blushingShreya- sir vo earing kisi ki hai vo kese pata karenge?
Pradyuman- daya kiski hai?
Daya- ap sab esa kyun dekh rahe ho?
Pradyuman- tumari car me se mili hai? Shreya ki nahi hai to kisi ki hai? Kon betha tha tumare saath aur kisi ki hai?
Daya- shyd purvi ka hoga vo meri car leti hai na aksar investigation ke liye
Purvi- ji sir lekin meri earing nahi hai and duty pe itni heavy earing allow hi nahi hai
Pradyuman in angry- daya koi ladki tumari car me beth ti hai aur tume pata nahi
Shreya was jealous- koi aur evidence mila hai is earing ke alawa? Ladki ka koi bal ya kuch aur? Looking towards Daya but she was telling to salunke
Daya in mind- beta aj tu gaya..
Salunke- ha ye kerosene ki bottle mili hai aur daya ki finger prints mili hai
Daya- mane koi bottle kerosene ki touch nahi kiya.. infact mere pass to kya ghar me bhi kerosene nahi hai
Pradyuman- kavin..daya ke ghar ke aju baju pata karo kerosene kaha pe milta hai aur koi do log aaye the ise kharid ne aya tha kya
आप पढ़ रहे हैं
Daya and Shreya
Fanfictionbased on Dareya story...pure fanfiction not related with any show