FORCED TO BE HIS 👑 13

2K 179 26
                                    

My father isn't well please pray for him 🙏

This was in draft














Manik become gloomy he's not coming out of his room not going in sabha also he shifted all those ladies (concubines & queens) to another river side mehal

Naksh (Manik's mantri cum bestfriend) comes inside Manik's room to see him looking at Nandini's portrait and drinking

NAKSH ! AGAR AAP PHIR HUME APNI MOHHABBAT WAALI BAATE SUNANE AAYE HO TOH AAP JA SAKTE HAI....HAR KISI KE MUQADDAR (KISMAT) ME MOHABBAT KHUDA NAHI DETE

- Manik said still looking at Nandini's portrait

Maafi huzoor par banda ek salaah dena chahta hai ki ek baar Malika se guftgoo (baat) karke toh dekhe kya pata unke mann me kisi baat ka malal ya ruswai ki wajah maalom pare

Naksh looked at Manik who was still looking at Nandini's portrait

Naksh leaves silently

_________________________________

Noor hum tumse kuch puch rahe ? Aakhir hua kya hai tumhe khabar bhi hai ki ek hafta hone ko ja raha hai damad ji ne ek paigam (letter) nahi bheja tumhara haal tak nahi pucha na khud aaye....

Naina was standing in Nandini's balcony and saying all this

Listening not any reply she turned

Noor hum tumse baat kar rahe hai

Naina looked at Nandini whose weeping silently

Naina eyes softened she goes near Nandini

Nandini goes in her arms and start weeping loudly

Shhh....noor beta bol na baat kya hai? Tu chup rahegi toh kaise hal (solution) nikalega iss masla ka

Ammi woh maine unhe

(Nandini said all the things)

Kya !? Bass itni si baat par tumne unko hozre se bhej diye apne woh bhi raat ke waqt me ?
Ya khuda ek mard ki izzat ko aise tumne.....noor yeh kya kiya tumne

MAA MAIN BEGUM HU UNKI MAIN UNHE KAISE KISI OR KE SAATH

Beta par yeh hota hai woh shenshaah hai.....tumne dekha hua hai na hume...
Tum unse baat karti beta unhe kehti unhe mohhabbat deti aisa baat chit band kar ke maayeka aa jana koi faayeda nahi dega tumhara rishta mazboori or lachaari me hua hai par ab isse nibhana hi aapki zimmedari hai Nandini hum auraten hai ek baar pati ka mann humse bhar jata hai toh woh dusri aurat ke paas chala jata hai

Hum nahi chahte hai meri beti ki kismat humari jaisi ho

Nandini understood her mother pov and realised her mistake

But it was night so she slept


___________________________________

Morning

Nandini wakes up and after getting freshen up she goes down
To see her parents tensed

Santosh - Noor idhar aaye beta

Nandini goes and sits beside her abbu

Santosh - Beta kya Manik ne aapse kuch kaha hai kya aapke darmiyan kuch hua hai
Nandini - Nahi abbu woh toh hume aapki yaad aayi tab hum aa gaye or aaj hum unhe paigaam bhi likhenge
Santosh smiled listening this and caressed her hair



______________________________________

Hum jaante hai aap mashroof (busy) honge or aapko humara khayal nahi aaya hoga par par hum yaha aapke baare me hi sochte rehte hai...har pal har ghari bass aap hi humare dil-o-dimaag me ghar kiye baithe ho jaise....hume pata hai uss din jo humne kiya woh munasib nahi tha par aapne bhi toh hume nahi samjhaya ek baar bhi yu gussa karne se rishte nibhte hai kya?

Hum sharminda hai apni karni pe aur aapse maafi maangte hai mann me kai sawaal hai jinpe aapka jawab chahte hai

Iss paigam ke saath apni maafi bhi bhej rahe hai qubool kar le

Aapki Begum Noor

______________________________________



Nandini sent this letter to Manik







🌼Manan World🌼Where stories live. Discover now