Jaisa ki shaadi hotel me fix hua hota hai to sabhi log apne tairaiyyon me busy hote hai .
Anubhav's side :-AS apne kamre ka chakkar kaat raha hota hai tabhi waha pushpa ji aati hai aur wo puchti hai - kya hua anubhav itna pareshan kyu ho
AS:- kuch nahi pushpaji aapko to pata hi hai
PS: Oh to tum choti ko lekar pareshan ho
AS: Ha maa (as anubhav ki maa nahi hoti to wo pushpe ko maa bolta hai offduty)abhi tak aaye nahi hai wo
PS: Tum pareshan mat ho driver gaya hai na wo le pick kar lega airport se ,call kiya tumne usko
AS: haa maa subah se 20 baar durbhaash kar chuka hu par aap to jaanti hai wo kitni shaitaan hai uttar
hi nahi kar rahi
PS: Waise to humne jitna tumse suna hai uske baare me hume to lagta hai ki wo shaitaan ke saath samjhdaar bhi hai to tum fikr mat karo aur jao jaldi se apna dress check kar lo fit hai ya nahi(Author's note: apni pushpa anubhav ki sister se kabhi mili nahi hai bas jaanti hai uske baare me thoda bhut)
AS:- thik hai maa aap bol rahi hai to wo thik hi hogi aur maa hamara dress to aapne pasand kiya hai na to usme kaise koi truti ho sakti hai
PS : ha par ek baar pehen ke to dekh lo agar kuch badalna hoga to darji se keh kar badal denge
AS: Yeah bhi uchit hai waise maateshri aapke putra bhi aane wale the abhi tak aaye nahi kya
PS: nahi lalla bhi nahi aaya wo bhi kam shaitan nahi hai , uski ek bhut hi khaas dost hai bolta hai agar wo kahi nahi jayegi to wo bhi nahi jayega ..... bola to hai ki wo aur uski dost aa rahe hai ab dekho kab aata hai
AS: aayega to humara milan awavashya karwaiyega unse
PS: ha ha ab jao jaldi hum bhi ja rahe hai dekhe to haseena ki taiyari hui ya nahi
To guys aaj yahi tak baaki ka next part ...yeah part kaisa raha comment me batana jarur
YOU ARE READING
Kareena - The Most Precious Bond
FanfictionSo this is story of my beloved bond - My favourite kareena , go and enjoy the story As I am not a professional writer so refuse my mistakes I am just writting this story to enjoy the beauty of kareena bond ...not only kareena you will also get anot...