chapter 4

3.2K 213 0
                                    

Please like comments and follow 🙏

Let's Start 😊

Afternoon 1 PM

  Maa ko kisi ka call aata hai maa receive krte hai call maa ki best friend ki beti ka hota or woh batati hai aunty meri mummy ki suddenly tabiyat kharab ho gae unko hospital me admit kiye ap please hospital aaye mujhe bahot tension ho rhe hai maa usko hosla dete hai or kehte hai beta tum preshan mat ho main aate hon okay phone rakh dete hai. Maa sochti hai shehnaaz ko akele kaise chod kr jaon is condition me or Maya ke pas bhi jana bahot zaroori hai . Maa shehnaaz ke room me aate hai or sab baat batati hai .
Naaz_ mummy ji ap Jaye Maya aunty ko abhi apki zaroorat , ap meri chinta mat Karo main ek dam theak hon.😌
Maa_ Acha , lekin beta main kaise jaonge driver to sid ke sath gya hai.🙂
Naaz_ mummy ji ap tention mat lo main kuch krte hon ap jane ki tyari Karo.🤗
   Shehnaaz maa ko akele nhi bhejna chahti hai woh sochte hai kis ko bolon 🤔 and neetu di ke husband ko call krte hai or unko sab bat btati hai woh kehte hai okay main aata hon mom ko bolo woh ready rhe , shehnaaz maa ko btati hai ke jiju aa rhe hai apko pick krne ap tention mat lo sab theak ho jayega .
Maa_Beta tu apna khayal rakhna or tu lunch kr lena mera wait mat Krna or tere liye fruit cut kr ke fridge me rakhe hon woh bhi yaad se khana or Jo bhi rhe ga main call kron ge okay mera bacha.😌
Naaz_han mummy ji main lunch kron ge ap meri chinta mat Karo.☺️
  Jiju maa ko pick krne aajate hai maa bye bol kr chali jati hai.
   Shehnaaz room me aati or Sid ko call krte hai but sid recive nhi krta hai fir se try krte hai but call nhi receive krta hai. shehnaaz kitchan me jati hai fruit le kr aati hai or khane lgte hai. Maa ka call aata woh btati hai Maya ki condition serious hai is liye aane me der ho jayegi. Fir shehnaaz sochti hai kya karo main itna bore ho rhe hon. ☹️☹️ fir se sid ko call krte hai but fir bhi receive nhi krta hai sana gusse me aane lagte or bolte yeh to hume bhol hi gya hai ek bar bhi call nhi Kiya ab main bhi bat nhi kron ge na hi message kron ge yeh bol kr mobail silent kr dete hai , thode der bad shehbaaz ko call krte hai dono bat krte baaz bolta chal ab rakh main busy hon meri girlfriend ke sath hon😁😉 shehnaaz or gusse me aate hai or call cut kr deti hai 😔 jao sab apne me busy hai mere se koe hi nhi krta 🥺 shehnaaz uthti hai apna sara make up nikalti hai bed pr sajate or make up krne galti hai . ( Hum sab ko pta hai jab shehnaaz upset hote hai ya bore hoti hai to woh make up krte hai cause make up uske liye best Intertanment hai 🤩) .
  Kuch der tak aise hi krte sab make up check krte rhte hai fir bed pr let jate baby bump pr hand rakhte hai or bolti mummy apne princess ka bhi make up krege fir main apka photo shoot kronge okay meri jaan 🥰 but agar mera Prince rha to fir 🤔 koe na main to apne bete ka bhi make up kron ge hum dono roz make up kr ke daddy ko preshan krenge cause apke daddy ko make up nhi pasand hai but hum kren ge 😉😉 and baby hard kick marta hai ☹️ aahh baby itna zor se marta hai kya koe apni mummy ko shehnaaz aise hi bat krte rhte hai or woh so jate hai .😌
  
Night 8 PM
   Idhar sid Sara din busy rhta hai bahot thak jata sidha hotal jata or sochta sab se pahle mom or Naaz se bat krta hon dono wait kr rhe honge . Mobile on krta hai or dekhta hai shehnaaz ke 6 miss call woh thoda ghabra jata hai return call krta hai but Shehnaaz call recieve nhi krte hai kyonki woh silent ki hoti hai usko thode tension hone lgte hai fir message bhi krta lekin kuch reply nhi aata hai, sid maa ko call krta lekin network issue hota hai sid sochta hai Naaz call nhi receive kr rhe hai or mom ka network problem bta rha hai kahan hai yeh dono .😨
      Maa ghar aate hai or extra key se door open krte hai shehnaaz ko awaz lgate hai but koe jawab nhi aata hai to dairect room me jate or dekhte hai ke Shehnaaz so rhe hai lekin Sardi ki waja kanp rhe hoti or us ke hand or legs ekdam thande ho jate hai or uske face pr cold sweat aane lgte hai and......

Bye 👋
Gays press star button 🌟
Please follow me 😊😊
#SidNaaz Forever ❣️

SidNaaz Ka Zoro (Completed)Where stories live. Discover now