After proposal ( readers be like proposal kab kese me : acha half proposal thik) some days were gone very smoothly ks n Zm were talking on calls , msgs, video calls and their bonding was growing day by day .In one morning KS is sleeping in her room . And there is a knock on door.
Bs : krishu uth gye ho to niche aa jao breakfast ready h
Ks : yes coming (in sleepy tone)
After 15-20 KS came downstairs
Bs : krish hum dono aaj shayad late ho jayege aap dinner kar lena as kuch important clients aane wale h , hum unke sath hi dinner kar lege
Ks : ji
Bs : vese to jaha tak mujhe pta h aaj tum zoya coffee par jane wale ho na 😉🤨
Ks : 😳 kha bhabhi sirf coffee par jaa rahe h COFFEE DATE par nahi
Bs : are ha baba
Zoya ko bolna me kal aaugi uske ghar okKs : ok 🙂
Bs : acha chalo byee late ho raha h khyaal rakhna apna love you
Ks : love you
Or aap bhi khyal rakhna apna
Bs n PS left for their office.At afternoon KS reach to XYZ cafe.
Jaha zoya phele se hi mojood thi
Ks ke aai or apne table par gai as vo humesa se vhi jati h to.Zs : hi 😊
Ks : hi 😊
Zm : to btaiye kesa rha apka din
Ks kuch answer tab tak waiter unke order le aaya. Zoya confuse ho kar KS ki taraf dekh rhi thi
Zm : are bhaiya abhi humne to koi order hi nhi dia to aap ye kis liye le aaye
W: are ye ( pointing to ks) madam humesa yhi order karti h
Ks : thank you ab aap jaa sakte h
Zm : Oo to ab samjhe kyu aapne ye cafe suggest kia
Vese choice kafi achi h apki. Yha jyada shor or bhid bhi nahi ek dam santKs : ji isiliye hume yha pasand h
Jab kabhi hum aate h to yhi table or same order hota hZm : vese kya hum jaan sakte h ki aesa kya khaas h ye order me
Ks : ji bilkul
Aesa kuch khaas to nahi h bas hum thodi strong coffee pite h isiliyeZm : ohkk
Or vese aapke next week se college start hone wale h. Uske bare me kya khyal h , excitement hKs : ha ho to rahe h, or hume koi bhi excitement nahi h
Par hume thoda sa dar or nervousness ho rahi as hume jyada bheed wali jagh nahi pasand or college me to itne log hoge pta nahi hum khud ko kese handle karegeZm : aap tension mat lijiye sab ache se ho jayega. Vese aap bura na mane to ek swal or puch sakte h??
Ks : ji bilkul. Vese aap kuch jyada hi nahi hume janne ke liye excited h
Zm : ji vo to hum h
Hume aapke bare me har choti se choti baat janni h. Or hum aasha rakhte h ki aap btayege bhiKs : ji bilkul btayege abhi nahi to kuch din baad jan apne aap ko prepare kar le . Aapke samne puri tarah se khulne ke liye uss din aapko hum sab batayege
Zm : ji tab ki tab dekhege. Hum ye puch rahe the ki aap means a aa... Ccc
Ks : yahi na ki hum abhi college me kya kar rahe h hume to bhaiya bhabhi ke sath unke business me hona chahiye. Right?
Zm : ji or vese apko kese pta chala ki hum kya bolna chah rahe h
Ks : bus chal gya . Or rahi baat college ki to jab hum second year me the tab humare sath kuch aesa hua tha jisse hum aage study's continue nahi kar paye
After saying that she become anxious. She covered with sweat and breath were abnormal. Zoya is trying to calm her in all this she placed her hand on KS hand. After 10-15 KS become normal
Zm : aapko aage batane ki koi jarurat nahi h ok
Jab bhi aap comfortable ho tab bta denaKs : zoya vo time aane me kaafi waqt lagega
Zm : koi baat nahi aapke liye to humare pass bhot waqt h jitna chahe le lijiye
Phir vo dono ki najar unko hatho par padi jo abhi vhi sath me the. Zoya ne htane chaha but KS ne phir pakad lia
Zm : dekhiye aapko ye karne ki jarurat nahi h. Hum samjh sakte h, or aap plz humare liye khud par dabav mat daliye. Hum step by step aage badhege
Ks : hum khud par dabav nahi daal rahe zoya. Or na hi hum uncomfortable h, balki tum humare sath hoti ho to hume alg sa sukoon milta h . Isiliye tum ye baat apne dimag se nikal do ki hum khud koi dabav daal rahe h. Ok 🙂..
Zm : ji ok 😊
Ks : or ha bhabhi ne kaha h ki kal vo sayad aaye tumse milne tumhare ghar
Zm : ji thik h or aap
Ks : hum ..... Hume kisi ne invite hi nai kia to hum kese aa sakte h
Zm : invite to bhavika ko bhi nahi kia. Or aapke liye ghar ke darwaje humesa khule h jab bhi aapka man kare tab aap aa jana
Ks : ji bilkul
Zm : ab btaiye kya aab bhi aane wale h ??
Ks : aana to chahte h par hume thoda ka important kaam h. Varna hum jarur aate
Zm : ohk or kya hum jaan sakte h kya h aapka jaruri kaam koi GF 🤨🤨
Ks : koi gf nahi vo humara therapist ke sath appointment h vaha jana h
Zm : ohh
Kaash hum aapke koi help kar pate 😔Ks : are usme udas kyu hona or rahi baat help ki vo tum humare sath hoti ho vahi humare liye vahi bhot badi help h
Zm : sachi
Ks : ji 😊
Zm : chaliye kuch to kaam aaye apke
After they finish their coffee with lots of chit chat. And went home but KS is starting zoya' s car till it disappear from her eyes. And she also came home .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.______________________________________
Aaj ke liye itna hi
I hope aapko acha laga hoDo like and comment
And kuch mere lovely readers h unko special thank you ❤
💜💜💜💜💜💜💜💜💜💜
______________________________________
आप पढ़ रहे हैं
❤Tu jannat❤
Romanceso hello hi namaskar yha ek chotu si koshish ki jaa rhi likhne ki I hope aap sab ko pasand aa jaye Ok then....... to ye story h krishna shergill and Zoya malik ki aage ka apko andar janne ko milega to milte h aage age....