PART-IVRahim chacha entered and came near me and says,
"Kuch baat karni thi kya beta....... "
I replied,
"Chacha....... Vo mujhe...... Kuch...main........vo ladki.......... "
Chacha smiled at kept his hand on my shoulder and said,
"Kashmkash........ Kafi swaal aur khyaal uth rahe hai na man mein......."
I looked at him astonished
"Apko kaise pata chacha....... "
He smiled,
"Bachpan se janta hoon tujhe........ Meri hi god mein pala bada hai tu............baith idhar....."
And i sat with him and he said,
"Acha..........tujhe yaad hai tu mujhe kaise mila tha.........."
I smiled and said,
"Kaise bhul sakta hoon....... Apne hi toh jeevan diya tha mujhe........ Ikk anath jiska koii apna nahi tha apne aur chachi ne hi apnaya mujhe......."
He replied,
"Tu takriban 11 saal ka hoga jab maine pehli baar tujhe dekha tha........bhediyon ne tujhe noch diya tha.............tujhe main ghar par le aaya aur Rohini(rahim chacha's wife) ne tera ilaaj kiya mujhe toh nahi laga tha ki tum bachoge par tu maut ke mooh se bahar aaya...........jab tujhe hosh aaya rohini ne kaha maut ko maat toh sirf adipurush shiv hi de sakte hai toh tera naam SHIVA hi hoga..........tabse vo tujhe apne bache ki yarah rakhne lggi........... Aur tune bhi use chachi bolna shuru kar diya............ Aur mujhe tu chacha bolne laga........ Aur aise hi kab yeh kache rishte pkke hote gaye pata hi nahin laga........ Kabile mein kisi ko koyi bhi musibat aati toh tu sabse pehle khada ho jata...... "
He paused and became serious and said,
"Radha ko adhmara dekha.... Uski halat bhut kharab thi aur vo bhi hamesha ke liye chali gayi...... Par jane se pehle usne tujhe jo bola tha....... "
I cutt him and said,
"Bola tha ki... Shiva bhai mujhe insaaf dilana......... Chacha...... Radha ka chehra abhi bhi mere dimag mein ghumta hai uski halat mujhse bhulayi nahi jaati.......mujhe use insaf dilana hai............. "
He replied,
" milega use insaf....... Jaroor milega......... Par iss sab mein tu khud ko bhul hi gaya....... Kya tujhe kisi ki jaroorat nahi hai........... Bol.......... "
I looked at him and he said looking into my eyes,
"Hamesha dusron ke liye jiya tu...... Kabile ke logon ke liye tu kuch bhi kar sakta hain. ..... Par khud ke liye kuch kab karega......... Apne bare mein sochna galat nahi hota...... dekha maine kaise tu uss ladki ko dekhta hain......... Aur kyun nahi dekhega uski ankhon mein hazzar kisse hai.........koii bhi ghum ho jaye.........Par ikk baat bolu vo mujhe tere jaisi lagi......... Uski ankhon mein shayad tu uss khoye huye shiva ko paa le........ "
I was surprised as chacha knew everything what i am going through and i said,
"Chacha par radha ka badla...... "
"Us mein uska koii haath nahi hai vo toh khud anjan hai.........."
"Par vo kisi ki biwi hai........ "
"Lagan toh kisi ke saath bhi lag sakti hai.......... Bass tumhara dil saaf hona chahiye........ Aur lagav pavitr ho toh vo galat nahi hota......... Par haan use pane ki chahat rakhna galat hoga............ Tujhe rokunga nahi kio kii tere dil ko janta hoon main...... Aur uss ladki ko dekhkar mujhe usmein ikk khalipan dikhta hain.......... Vo khush nahi dikhti........ Vo teri tarah bhut hi akeli hai.............. Aur jab aise do log milte hain na toh vo ikk dusre ko pura kar dete hain......... "
YOU ARE READING
Apaharan
Fanfiction"APHARAN" Journey of plight to delight........ From a girl sold by her father to a officer of misdeeds to a kidnapper whi actually is victim. hope you all enjoy.......