So here is the next one
Let's go ❤❤They had their lunch.
Teja apna aai ko call kar k bata deti hai Ki karan uske parents sab evening mein unke ghar ayenge
In evening they are at teja's house. They all greeted each other then sab baith jata hai sofa pe. Teja k aai kuch snacks and coffee leke aati hai then all are settled in sofa.
Karan's papa started
KD - actually humare bacche bade ho gaye so Dono ne kuch faisla le liya humein bina bole ab hum logo ko to man-na padega hai na
TD - Matlab kya kiya Dono ne kaisa faisla le liya
KM - Bhai sahab woh in Dono ne shaani karne Ka Faisla le liya
Teja's parents shocked and happy but can't say anything
Teja - kya hua Ap log kuch Kyu nahi bol rahe hai? Ap log khush to hai na
Karan - uncle main khush rakhunga teja ko ap please
Teja k papa bina kuch bole karan ko hug kar Leta hai
TD - mujhe Pata hai beta Tum khush rakhoge meri beti ko. Woh bas achanak se itni badi aur itni khushi ki baat suna Maine to Thoda shocked Ho gye
Teja's mom hugged teja and karan both
Sab muh mitha karte hai..
KM - ap log agar bole to Roka avi kar lete hai aur phir ekdin Pandit ko bula k shaadi k date fixed karte hai
They all are agreed. Roka is done
Next day karan k ghar mein teja aur uske parents jate hai aur Pandit ko bulaya jata hai.
KM - Pandit ji koi ek accha sa date nikaliye shaadi Ka humare bacche k liye...
Pandit - 11th November bohot hi subh din hai
They all are agreed.
Sab tayari mein lag jate hai. Finally the day come.
They are married now. Both families friends everyone is happy.
They are very happy in their life.
The End ❤❤❤
-----------------*-------------------
Actually I'm a Bengali mujhe Punjabi aur Marathi Dono shaadi k rituals k bare mein zyada nahi pata.. So main Yehi pe Ye story end karti hu.
Aur I know main zyada acche se nahi likh payi. But I try my best.
Soch rahi hu Os likhne ka but I'm not sure. Agar ap log chahte Ho Ki main phirse kuch likhna start karu to batana
Thanks for all the love ❤❤