Annika - dad chahty hai ki yahan sab sell karky me wahan settle ho jaun
Shivay - toh tumny ky socha hai
shivay nervous hoky puchta haiAnnika - aapko kya lagta hai mujhe kya karna chahiye hm hm btaiye
Shivay - mujhe kuch nahi lagta
Annika - pta hai dad pahly aise nahi thy wo bahot caring father thy par jab se mom ki death hui hai tab se wo change hue hai
Shivay - par wo jo kar rahy wo bahot galat kar rahe hai tumne bhi apna mom khoya hai
Annika - par dad ko mom ki yaado se door jana tha isliye wo us shift ho gaye aur ab mujhe bhi bol rahe aur koi unka friend ka son hai usse shaadi
Shivay - what wo aisa kaise kar sakty hai
Annika - wo mere dad hai shivaay
Annika Smile kar ke bolti hai
Annika - unka koi pressure nahi tha unhony bahot baar puchha hai ki koi hai toh btao par koi hai nahi toh ab wo bahot zidd kar rahy hai
Shivaay - toh ab tum kya karogi
annika- unhony six month ka time diya agar koi mila toh thik nahi jo wo bolengy mujhe karna prega
Shivay - tum aise kaise kisi se shaadi kar sakti ho
Annika - abhi six months hai kya pta koi mil jaye
Shivay - par.. Par
Annika - thik hai mein ab chalti hun
Annika wahan se chali jati hai
Annika ke jany ke baad shivaay ko acchha feel nahi hota annika ko kisi aur ke sath sochky hi use ajeeb se lag raha hai toh wo daadi ke paas jata hai
Shivay dadi ke room me jaky dadi ke lap sur rakh kar lait jata
Dadi - kya hua puttar kiyu preshan dikh rahy ho
Shivaay - kuch nahi dadi bas aise hi
Dadi - dadi hun tumhari ab btao
Shivay - baat hai ye hai ki mujhe annika ko kisi aur sath soch ke achha nahi nahi lag raha pta nahi kiyu
Dadi- simple me agar kahun toh tu use pasand karny laga hai
Shivaay uth kar baith jata h
Shivaay - aiiiisa kuch nahi hai aap galat soch rahy hai
Dadi - manna hai mano nahi manna matt mano magar ye yaad rakhna agar tum apne feelings ko samajhne me late ho gaye toh wo kisi aur ki ho jaogi tab tak
...
Jab raat ko dinner karke shivaay apne room me aata hai tab tak usko apne feelings par shaq hone lag gaya tha
Mein ye story jaldi se jaldi khatam karny ki koshish karungi
Kiyu ki mujhe aur likhny ka mann nahi ho raha