DIL KE RISHTE

169 8 2
                                    

So Ye part ek book se inspired hai
Book ka naam hi hai Dil ke rishte so please mujhpe chori ka ilzaam mat lagana Kyonki storyline meri khudki hai

So ye story ek three shot book hai
Iske teen part honge Jiska ye first part hai

-----------------------------------------------------------
Monami - Sid  chal na yaar iss Sunday ko mall chale ghumne

Sid - Ok bro chalte hai aur baaki sab logo ko bhi  le chalte hai

Monu - ha bro maja aayega sab ke saath

Sid - aacha baba chalenge par abhi tu so Jaa kal training bhi hai

Monu - ha chal good night kamine

Sid - Good night kamini

Dono Ghode gadhe sab bechkar so jaate hai

Next Day

✨✨✨✨✨Magical time skip to evening ✨✨✨✨✨

Everyone is in the mess

Sid - attention attention attention

Sumanji - are Sid kya hua

Chitra - ha #sid tumhe # kya hua

Premji - ha Sid tumne hum sab ko iss prakar bhojan ke beech me kyu roka

Sid - prak bhi what

Monu - Sid tu hindi ka murder mat kar samjha aur kaam ki baat kar

Sid - bol raha hu na kamini , ha so all of you kal Sunday hai to mai aur monu kal mall jaa rahe hai to aap sab kya hame join karenge

Sumanji - ha ha Sid kyu nahi jarur ham chalenge

Sid to faizi - Faizi bro aap bhi chalo na hamare saath

Faizi - ha Sid kyu nahi ham to jarur chalenge tumhare saath Karan Sanju tum log bhi chalo na hamare saath

Karan - theek hai fir sab chal rahe hai to ham bhi chalte hai kyu Sanju

Sanju - ha sirji ab jab sab ja Rao hai to ham bhi chalat hai

Sid - ok then everyone , chalte hai kal gn

Everyone - Good night

NEXT DAY

Everyone  goes to mall

Monami -  Sanju koel Sumanji chitra me jwelery section me jaa rahi hu mujhe kuch lena hai wahan se

Sanju - to ham bhi chalto hai hame bhi Amma ke laane kachu le lenge

Chitra - me to # apne liye ek # pendent lungi

Sumanji - Sumanji bhi apne liye ek haar legi

Koel - ab sab chal rahe hai to me bhi chalti hu kuch le lungi

Everyone goes to jwelery shop

Karan - me to bhabhi keliye kangan aur baby keliye ek pendent lunga

Faizi - aur ham ammi keliye ek aacha sa haar lenge

Sid - aur me apni dono bandariyon keliye pendent lunga

Premji - aur ham apni ardhangini keliye haar aur mateshwari keliye kangan lenge

Love is beautifulWhere stories live. Discover now