divorce

42 4 0
                                    

aaoge randeep ki ladai hoti rahti hai....
Sameer Naina subah kitne baje nikalna hai ....
Naina Sameer 2 ghante pahunchne mein lagenge to hamen 10:00 baje nikal lenge aur 12:00 Tak pahunch jaenge theek hai na ....
Sameer han theek hai chalo ab tum bhi so jao subah jaldi nikaalenge.....
donon ek dusre ko hug karke so jaate Hain....
Aarav Papa jaldi hamen jana hai hai na......
Sameer uth rahe hain beta 2 minut ruko...
Naina Sameer jaldi utho hamen nikalna hai sari taiyari ho gai hai breakfast banaa diya hai maine jaldi se kha lo....
Sameer bus 2 minut mein aaya Na ...
Aarav  Papa jaldi chalo ...
Sameer chalo beta ho gaya  jaldi niche chalte hai nhi to tumhari mummy mujhe kaccha chaba jayegi .....
Naina jor se aati hai jaldi aao Sameer aarav niche aa jaate Hain ...
Aarav mamma apne hatho se mujhe khilaona ..
Naina smile karti hai  or Apne hathon se aarav ko khana khilati hai ...
Sameer donon Ko dekhkar Khush hota hai Sameer ab jaldi karo nikalna nahin hai kya....
Naina ha chalo ...
Aarav mamma maza aayega waha ja kr hame...
Naina ha beta...
Aur kuchh der mein teenon aashi  randeep ke ghar pahuncha de Hain...
darvaja khula hota hai aur andar se Jor jor se awaaz se a rahe hoti hain....
Sameer Naina lagta hai donon ladai kar liya achcha hua Aarav so raha hai tum usse  lekar chalo......
Naina ha thika hai...

आप प्रकाशित भागों के अंत तक पहुँच चुके हैं।

⏰ पिछला अद्यतन: Jul 31, 2023 ⏰

नए भागों की सूचना पाने के लिए इस कहानी को अपनी लाइब्रेरी में जोड़ें!

Hume To Milna Hi Tha ❤❤( Second Story)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें