Vs ka pj ko call ata ha vo ss, cc ka kahana pa usa speaker pa dal deti haVs- amma pranam
Ps- pranam
Amma kashi ko kya hua ha
Ps- Kya matlab
Matlab uska phone aya tha hmsa pooch rahi thi kya sach ma hamara bhag phoot gya unsa shadi karka our esa hi ajeeb si bata kar rahi thi
Ps- vo then she tells him whole incidentVs- amma ap bhi na
Ps- ha janta hmana thoda jada bol dia
Vs- thoda
Haa bas bas jada vakalat mat karo ab unki
Then vs cut the phone
Afer some time all present there except ks
Vo jo anubhav ki death ka vakt raat ko puch tach karna ai tha vo log aata
All- jai hind sirO1( officer 1 )
O2 ( officer 2)
Both - jai hind
O1 - hm ks kaha ha
Ks enter
Hm yaha ha sir jai hindO2 - ks ap as ki behan ha na
Ks- ji sir with out any emotion
O2 - ks iss box ma unka kuch saman ha and we have to hand over this to you
Ks- ji sir
O1- ks check it
Ks box ko kholti ha uski akho sa asoo bahana lagta ha vo bohot koshish karti ha kudh ko rokna ki but rok nahi pati
Ks- ji sir ya saman unka hi ha
Fir vo box utha ti ha or nawab sahab ka kamra ma bhag jati ha koi uska pheecha nahi jata because sabko lagta ha ki usa thodi privacy ki jaroorat ha
Ks door lock kar lati but window close karna bhool jati ha fir vo floor pa batha jati ha or box ma sa saman nikal na lagti haBgm - naina
Vo saman ko kas ka sina sa laga lati ha
Flash back
When ks born
As - chachi g baby ko muja do na
Cj- nahi beta baby abhi chota ha na
As- plz na
Anu's mother - beta abhi nahi
Suddenly ks start crying
Vo bohot koshis pa bhi chup nahi ho rahi thi ab anu jid karta ha to vo ks usa da detaCj- theek hai ya lo
She give ks to as he hold her securely
Tabhi ks chup ho jati ha our hasna lagti ha
Sabhi shock ho jata haKuch time baad ks as ki goad ma soo jati ja to ks ki mom usa lana ki koshish karti ha but ks na as ki shirt kas ka pakad li thi apna chota sa hath sa ya dekh ka as bahot kush ho jata ha fir vo ks ko bed pa sula deta ha
Anu m- didi iska name socha
Ks m- abhi nahi
As- karishma name rakha ga
All- bohot acha name ha wow 🤩
Flash back end
Ks hold her watch
Flash back
Ks- 5 year old
As- 12 year oldBhaiya muja bhi time dekna cikhna ha
As- theek ha
Par ya to kafi mukil hoga na
As- nahi tumha 5 ka table ata ha na
Ha apna hi chikaya tha
To bus vasa hi jasa badi sui 1 pa ha to
Fir vo usa time dekhna sikha deta haBhiya ap hal time mela cath laho ga na
As- ha meri gudia
Pomish
As- promise and kiss her cheek
Flashback end
She hold a bracelet
Flashback
Ks- 12 year
As-19 yearHappy birthday anu bhaiya
As- Dhanawad kashi
Ya lo
As- ya kya ha
Taj mehal
As- kya
Ara dekhlo na
As- ha ara ya itna mehga
Chup ap sa jada nahi
As- itna pasa kaha sa ai
Vo mumma jo pasa muja deta tha vo ma apna pass rakh leti thi usi ko jod ka lai hoo
As hug her tightly
Ks- ara maar do ga kya bachi ko
Nahi nahi ya bohot payara ha ham sari jindagi isa sambhal kar rakha ga
Flashback end
Ks hold her shirt
Flashback
Sir sir sunia
O1- kya hua ks
Sir hma akhri bar apna bhai ko dekhna ha plz
O2- ya possible nhi hai
Sir plz after lota of requests they agree
Theek ha ap kal subha 10 baga aa jana
Next morning 10'o clock
Ks come incide the ward where as body was present
She run toward as and hug her tightly and start cryingKs- anu dekho ma aa gai naraz ho na naraz to ma bhi hoo kasa mena apko mar
Dia dunia ki sabsa badkismat behan ho ma jin hatho sa ap ki kalai pa rakhi bandti thi unhi hatho sa ap ko shoot kia maar dia apko kiyu kia apna esa kiyu chala gai yad ha bachpan ka din ap ka promises ki ap hamasha mera pass raho ga ap na promise tor dia kiyu apki na bohot yad aai ha muja maaf kar dena ki mena apko mar dia majboor thi apna ho sikhaaya tha ki desh sa badhka kush nahi par ap to mera sabh kush tha hm ya mission jeet ka bhi har gai muja maaf kar dena duty thi hamari hm bas vo kar raha tha majboor tha hm maaf kar dena maaf kardena apko pata ha mena socha tha ki jb ap mission sa loto ga to rakhi bando gi but ya sab ho gaya par iss rakhi par sirf or sirf apka hak ha ma mar jao gi but apki jaga kisi ko nahi doo gi ( then she tie rakhi on as hand) apka hi ya hak ha or apka hi raha ga apko kabhi nahi bhoolo gi or na hi ya ki ap agar is duniya ma nahi ho to sirf mera karan sirf mera karanthen she kiss her hand, forehead, cheeks
Ma ap ko bohot miss karo gi bohot miss or mera raaj yahi dabh jai ga ya baat hm kisi ko nhi bola ga ki hm...and hug him tightly and continuously tears flowing from her eyes
O2- ks ab ap jayia time katham ho gia ha
Ks- sir plz
O2- plz jaiya
Flashback end
ks said while crying
Ks- kitni doo chala gai ap muja chor kar kiyu lahanat ha mere ek behan hona par sorry bhaiya sorry meri vajah sa ap mera pass nahi ho sorry
Or vo roti roti jameen pa lat jati ha or kuch time baad vahi so jaa ti
Next- new asi