rabne bana di jodi ( karan ki rivalry )

690 65 11
                                    

Hai

Hello happy reading ..

Plz ignore the mistakes

*************

Karan , monu , sidsa , koezi were going to veeranghad ( abhay 's place ) to apologise to him for cancelling the marriage on the insistence of monu ..

Karan : jana jaruri hai kya rani sahiba ??

Mo : of course jaruri hai , aur yeh tum humesha rani sahiba kyu bolthey ho ?

Karan apne hi muskhura tha hai aur fhir boltha hai ..

Karan : aadat se majboor hunn ,,

Mo : kya ??

Karan : humare yaha kisi ko naam se nahi bulathey ,, aur aap ek princess se kum nahi dikhey ho isiliye ayise rani sahiba keh kar bulatha hunn ..

Monu ka toh bahut ajeeb laga lekin baaki sab toh khud mein hasne lage kyuki kayi na kayi karan monu ko pasand kartha hai ,, but humare monu in sab ke baare mein kuch nahi patha hai ..

Woh log chali rahe they karan ne bola ..

Karan : lekin jiss se hum Milne jare they woh log bahut katharnak hai kuch bhi kar sakthey hai so be ready ..

Sid : tumhe kaise patha ??

Karan : kyuki Mehra's humare family rivals hai ,, abhay e pehle se hi mera panga chalra hai aur unka dada raagav mehra aliyas raai saab unsse mera personal dushmani bhi hai isiliye mujhe sab patha hai ..

Monu : agar ayisa hai toh tum humare saath kyu aare ho ?? Tumhare jaan ko bhi khatra ho sakthi ..

Karan gives a evil smile and says ..

Karan : kathra aur humme ?? In jaise mehras sherghils ke saamney tik nahi payengey ..

Yeh sab baath karthey huye woh log veeranghad ke premises mein enter huye they ,, tabhi kisi ne karan ko veeranghad aathey huye dekha aur abhay ko phone kiya ..

" Maalik kuwar karan Sherghil veeranghad aara hai "

Abhay : lagtha hai purani dushmani ko bhul gaya hai ,, koi baath nahi acchese swagat karo humare bin bulaye mehmaan ko ..

" Ji saab hum dekhte hai "

Aur woh phone cut kar diya ..

Karan ko jab kuch ajeeb laga toh woh bolne laga ..

Karan : yaha kuch bhi hojaye tum log bahar nahi nikhlengey samjhe ??

Faizi : lekin kyu ??

Tabhi do gaadi karan ki gaadi ki dono taraf se agaye aur yeh dekh kar karan hoton par ek teeki mushkaan agayi ..

Karan : Abhay Singh Mehra ,, aaj bhi tum nahi badle ho ,, t saal hogayi hai lekin tumhara strategy nahi badli ..

Yeh sun kar baaki sab toh heraan tehgaye lekin karan apna gaadi ka speed badaya aur kuch dher baad bagalwali gaadi ko apna gaadi se ek dakka dediya aur woh dusri gaadi wala ek ped se take kar Rukh gaya ,, aur iss baar dusri gAdi ko bhi ayise hi daaka diya toh dusri gaadi do teen palti maar ke dhur Jaa kar rugayi ,, karan apna seatbelt nikhal ke bahar agaya aur car ki bonnet par bhait gaya ,, baaki sab ander se yeh sab dekh rahe they ..

Karan : karan Sherghil ko maarne ithne kum log agaye ?? Nahi ayisa nahi ho saktha ,, chale jo bhi ho jaldi bahar ajao kyuki mere pass wakth bahut kum hai ,,

Woh yeh bolthey huye sunkar bahut sare log aakar unke gaadi ko gher liya aur bandook taan liya ..

Karan : sala ayise bandook se hum bachpan mein khele they ,, yaad rakhe tum log madhavghad ki kuwarsa , kuwar karan Sherghil ke saath panga lere ho ,, agar koi shak hai tumhara maalik abhay se pucho ..

Piya ore piya  ( Slow Updates ) Where stories live. Discover now