Five

1K 88 13
                                    

Continue Parvise part

Haseena Malik doctor ko phone karti hai doctor a jata hai doctor Karishma ke room mein Jata Hai Karishma ko check karta hai aur Hasina doctor ko kahati hai

Hm:ine injection Laga dijiye

Doctor :Jyada Kuchh Hua To Nahin Hai Fir Bhi weekness Hai injection laga deta 

Karishma doctor aur Haseena ko Haran hokar Dekhti Hai

Ks: Nahin injection ki koi jarurat Nahin Ham bilkul theek hai Nahin

Hm"Kyon jarurat Nahin Hai injection Lagana Padega

Ks:  ham injection Nahin Lagana Ham bilkul theek hai

Hm: Humne Humne aapse poochha Nahin doctor Lagai Nahin जल्दी-जल्दी injection.

doctor Hasina Ki Baat Mankar Karishma ko injection Lagane Jata aur Karishma chalakar bolti Hai.

Ks: Hamen Kuchh Nahin Hua Ham injection Ham bus natak kar rahe the

Ksdare ka apni Aankhen band kar Leti Hai

Hm: ab aap Ja sakte hain doctor

aur doctor Chala Jata Hai hSina Karishma ko ghur ke Dekhti Hai Karishma apni Aankhen Khol kar Hasina ki taraf Dekhti Hai

Hm: kya tha yah sab

Ks: kya tha kya tha Hamen injection Laga rahi thi Hamen injection Nahin Lagana tha to Pata To Hai Hamen Kitna dar lagta hai injection fir bhi aap Hamen injection Laga rahi thi

Hm : shut up yah sab kya tha aap har roj itne Jhooth Leti Hai Aur bolati sharm Nahin a rahi hai to pahle Apne Jhooth bola ki aap 2 ghante Bhag Nahin jaati thi aur ab behosh hone wala natak aap 2 ghante ke aap to 8:00 Baje jag Te thi jaati thi 2 ghante Jab Nahin jaati thi to bol deti na सीधे-सीधे ki nahin jaati thi jhooth bolane ki jarurat Thi Ek Jhooth Kuchh pane ke liye hajar Jhooth bolane padte to Vahi aapke sath abhi Hua itne bar Samjhana padega Koi Jhooth Ka Sahara Nahin Lena chahie aur aap Hamesha Vahi Karte Hain aur aapko kya lagta hai aap Humse Jhooth bol sakti aap jhooth bolane ke bare mein sochati Hai Tabhi Hamen pata chal gaya tha ki aap jhooth bol rahi hai koi alag se Ham aapka Jhooth Pakda Nahin Payenge Kabhi ki Ham Hamesha se aapka Jhutha aapke Munh se nikalna acche se Jante aur aap bhi yah Baat acche se jaati Fir har Waqt jhoot jhoot ( shouted)

Kschup Karke Haseena ki baten sun rahi hoti hai

Hm: Humne aapko teen din diye the na notes complete karne ke liye 3 Din Bhi khatm Main Aaj Sham Tak 3 Din Ka work hamare pass chahie tab aapko samajh aaega Jhooth Kya Hota Hai

Karishma Singh Haseena ko widen eyes dekh rahi thi

Ks: aap kya kah rahi hai teen din ka work ek din din bhi nahin pura vah bhi Sham Tak pagal ho gai hai kya kaise karenge

Hm: vah Hamari Nahin aapki problem hai hame Sham Tak Sab kam pura chahie mat kijiye Ek Din doston ke sath masti mat ghumi hai mat TV dekhiae Jo Bhi Kijiye Hamen bus Jo Humne kaha hai vah chahie Nahin Hua to aap dekhna aapke sath kya hoga

KS : Din Raat Ham Ek dhamakati rahti hai Subah Se aapko yah sab shuru ho gay
Hm : bahut Hua ke College ka time hone ho raha hai Chakkar fresh hokar  ready hokar college Jaiye Hamen Kuchh sham ko Bahana Nahin chahie

Ks in uthkar Chali Jaati Hai fresh hone fresh hokar ready okay breakfast Karke college ke liye Chali Jaati Hai

In college

Karishma Singh with her friends

F 1: sorry Teri biwi Ne To hamen bhi fasa diya

Ks: Kyon Aisa Kya Kiya

F2: tu humse poochh Rahe Aisa Kya Kiya Ham Sab ke gharwalon Ko Bata Diya ki Humne teen din se classes attend Nahin Ki Hai

Ks: kya tum Sab ke sath bhi Aisa Hi Hua

F3: oh yaar mummy ne phone aur credit card Sab chhin liya

F4: aur khane ke liye Jo lunch box Pakda Diya

F1" Tere Sath aaj ke bad Kabhi bunk Nahin Marenge Khud Khud to Marti Ho Hamen bhi Sath Lekar Marti Hai

Ks" Kitne Dino Ke Liye Sab Chhina

F2: एक-एक Hafte ke liye

Ks: kya tum sabse sirf ek Hafte ke liye hamra Tu 3 Hafte ke liye chhin liya aur sath mein Bodyguard bhi bhej Di

F2: meri mummy ne to Mara bhi Tera to Achcha hai Karishma Teri biwi Tujhe Marti To Nahin Hai

Ks (slowly ab Inko kya pata kin ke mummy papa to Maar kar Chhod Dete Hain तीन-तीन hafton Tak Saja Deti Hai notes cover karne wali

KS  :chal ab main Chalti hun aur unko Yaad bhi karna hai

Ab Aage ka next part mein











Please boat comment and support

mogambo wife Where stories live. Discover now