chapter 23

156 16 2
                                    

NEXT MORNING

MEHRA MANSION

Jhanvi aur Ishita haldi ki taiyaari kar rahe hote hai. Aur baki sab ghar ko sajaa rahe hote hai.

Jhanvi: Ishita tum purvi ko dekh kar aao, woh ready ho gaye ya nahi

Ishita: Ji Maa

Ishita purvi ka room mai jaathi hai. Jhanvi Dushyant ka pass jaathi hai

Jhanvi: Dushyant

Dushyant: Haan Maa

Jhanvi: Tum Samar ko dekh kar aao woh ready hai ya nahi

Dushyant: Theek hai Maa

Aur woh Samar ka room mai jaata hai

PURVI ROOM

Ishita room mai enter hoti hai. Purvi mirror ka pass baithi hoti hai. Aur woh phone par kavin se baat kar rahi hoti hai.

Ishita: purvi

Purvi ko lagta hai Jhanvi hai

Purvi: Main tumse baad baat karti hun

Kavin: Are suno toh purvi

Purvi: Bye kavin. Aur woh phone cut kar deti hai

Purvi turn hoti hai

Purvi: Bhabhi app yahan

Ishita: Tum ready nahi hui

Purvi: Bhabhi woh

Ishita: Ab jaldi se ready ho jao Maa kabhi bhi aa sakti hai

Purvi: Ji Bhabhi

Ishita: Mai tumhari help karti hua

Ishita purvi ki help karti hai ready hone mai

SAMAR ROOM

Dushyant room mai enter hote hai aur dekhta hai. Samar ready nahi hua hota hai. Samar window ka pass hota hai aur kisi ko call kar rahe hota hai.

Samar: woh phone kyun nahi utha rahi hai

Dushyant: Samar tum abhi tak ready nahi hua aur kisko phone kar rahe ho

Samar: kisko nahi Dushyant Bhai

Dushyant: Amarya ko call kar rahe the

Samar: Nahi woh

Dushyant: Samar mujhe sab pata hai tum Amarya ko call kar rahe the na. Chalo jaldi se ready ho jao sab intezar kar rahe hai tumhara

Samar: Theek hai Dushyant Bhai

Dushyant wahan se chal jaata hai

Samar (pov): yeh Amarya phone kyun nahi utha rahi hai. Ek baar phir try karta hun

Samar Amarya ko call karta hai. Par Amarya call pick nahi karti hai

Samar (angry): Pata nahi kya kar rahi hai woh jo call pick up nahi kar rahi hai. Aur woh gussa se ready hone chal jaata hai

After some haldi rasam start hoti hai. Sab log Samar aur purvi ko haldi lagte hai. Ishyant dance karte hai. Sab bohut khush hote hai. Kapoor house kavin aur Amarya ki haldi ki rasam bhi start hoti hai. Jiya dono ko haldi lagti hai. Aise haldi rasam khatam hoti hai

KAPOOR HOUSE

AMARYA ROOM

Amarya fresh ho kar washroom se bahar aati hai. Aur phone dekhti hai 10 missed call hote hai Samar ka

Amarya (pov): Oh No! Samar ka itne sare missed call sayed gussa ho gaye mujhse. Aur woh samar ko call karti hai. Par samar call nahi utha tha hai. Amarya phir se Samar ko call karti hai iss bar Samar call pick karta hai

Iss Pyaar ko kya Naam DoonWhere stories live. Discover now