Part 2

469 54 12
                                    

When they reached home amma welcome them and hug Raghav with love. She gives him instruction how to take care, eat on time and take medicine on time.


Raghav : arre bas amma aap to aise kar raha hain jaise main chhota bacha hain. Pallavi ne already de diya hain lecture abhi aap bhi mat shuru ho jao


Amma : tu kitna bhi bada kyun na ho jaye mere liye baccha hi hain. Mujhe pata hain jab tak pallalvi hain tere saath tujhe kuch nahi hoga. Aaj maine tere liye teri pasand ka khana banaya hain. Tum log kha lena main mandir jakar aata hain. Maine mannat mangi thi jab Raghav aayega ghar pe tab main darshan ke liye jaugi. Thoda late hoga lekin raghav tu apna khayal rakhna aur pallavi tum bhi


Raghav & Pallavi : Ji amma


Farhad left with Amma for temple visit


Raghav is going to his study room for office work


Pallavi : udhar kidhar jaa rahe ho. Room to idhar hain


Raghav looks at her flirtingly and touch her hair on her forhead.


Raghav : Irada kya hain tumhara saree ka dukan. Ghar pe koi bhi nahi hain naa amma na farhad aur nahi keerti. Mujhe tumhare irade theek lag rahe


Pallavi looking at him lovingly with fake shy smile


Pallavi : jab se tumko sar pe chot lagi hain na tab se kuch jyada hi ulta seedha sochne lage ho tum. Room me jakar aaram karna hain aur kuch nahi


Raghav : arre kitna aaram karega main. Itne din aaram hi to kiya hain ab thoda kaam kar lu to accha lagega

Pallavi : lekin Raghav....


Raghav : please samjho kaam ruk gaya to problem ho jayegi. Bas thodi der fir main khud aa jayega


Pallavi : theek hain lekin bas 1 ghanta aur uske baad tum mujhe dining table par chahiye aur fir medicine lekar aaram karne jana hain aur ek baat ....


Raghav : pata hain no tension no stress and no anger. I got it. See you. Will meet you after 1 house at here only


Pallavi : Good boy


Raghav : I am not a boy but a man if you want I will prove you


He said this while going closer to her but she push him away


Pallavi : kuch jyada hi hawa main nahi ud rahe ho. Jao chup chap aur kaam karo. Your time start now

Always be there for you TSWhere stories live. Discover now