New character
Neil khanna... Inke character ke bare me me abhi jyada nahi bataunge par ye aache ke sath ache hai par jab baat inki angel par ate hai to ye tabahi macha dete hai
Pami sana ke kamre me jate hai jaha vo kuch likh rahi thi apni diary me
Pami.. Sana
Sana.. Kya hua maa... Diary ko rakh kar unke pass ate hai
Pami.. Sana beta vo ye vo... Akhon ne aasu liye unke muh se kuch bhi nahi nikal raha tha vo kaise bole ke uske hone vale jiju se uski shadi ki jaa rahi hai
Sana.. Kya hua maa aap roa kyu rahi hoa sab thik to hai na
Pami.. Beta rashmi bhag agye hai aur tumhare papa cahte hai ki tum rashmi ki jagah beth ke ye shadi karo
Sana ye sunkar sockhed hoa jate hai aur uske akhon se asu behne lagte hai
Sana.. Maa aap ye kya keh rahi hoa
Tabi Rana enter karta hai
Rana.. Abhi tak tum ready nahi hui jaldi karo log intezaar kar rahe hai
Sana.. Papa mujhe nahj karne.. Dhere se bolti hai darte hua
Rana... Gusse se Sana ke pass chalte hua jate hai Sana daar ke mare thoda piche hoa jate hai
Rana.. Me tumse puch nahi raha bata raha hu samji apna natak band karo apne baap ke kam to kabhj nahi aye te shadi karke meri ijajat hi rakh lo aur kuch hi din ki baat hai 6 mahine baad vaise bhi sidharth tumhe talak de dega rab tak meri beti bhi aa jayege phir me sidharth se baat karke un dono ke shadi karva dunga tab tak tum ye soch ke uss ghar me rehna ki ye tumhare di ka sasuraal hai aur Sid ko kabhi bhi apna pati mat samaj lena vo meri beti ka pyar hai samjhi meri bachi na samaj hai bhelava me ake chali gaye ab ye rona dhona band karo aur ready hoa jao aur pami iske ghughant od dena sabko lage ki Sid ki shadi rasmi se hoa rahi hai
Rana apna oder deke chala jata ye nahi dekhta ki vo apni ek beti ki khsi me dusre beti ko tabha karne jaa raha tha
Sana.. Akhon ne asu liye pami ko dekhte hai jo usse dekh toa rahi thi... Kya kismat hai maa meri mujhe kabhi bhi kise ka pyar nahi mila ab meri aise saksh se shadi hoa rahi hai jo mujhse nahi meri behen se pyar karta hai maa me kali hu isme meri kya galti hai khubsurat hona itna jaruri hota hai... Kehkar pami ke hath se shadi ka jor leke ready hone ko chali jate hai aur yaha pami rote hua bed par beth jate hai ki vo apne guriya ke liye kuch bhj nahi kar paa rahi hai
Sana lehenga pehne bahar ate hai
Tabhi aditi ek ladki ko lekar ate haiAditi.. Excuse me anty.. Rude way me.. Ye ek make artis hai ye apki beti ko ready karege aur tina (makeup artist) inki sakal dikhni nahi cahiye aur jitna bhi body ka part par dikhega hath se lekar pair tak jo bhi jaga dikhenge un jagao par aise meakup karna ki inka kala pan na dikhe ye beauty lage samjhi
Tina... Unhe aditi ki baat bikul bhi achi nahi lagti jaise vo bolte hai... Thik hai mam
Aditi... And you black beauty jab tak humare ghar me rahoge tab tak apni aukad me rehna kise ko bhi pata nahi chalana cahiye ki tum the sidharth shukla ki bivi hoa sirf 6 mahine ki baad hai phir hume tumhare ye sakal bhi dekhne nahi padega
Sana chup chap ye sab soon rahi thi uski duniya jaise khatam se hoa gaye the ab usse kise se bhi kuch farak nahi pad raha tha
Phir do anchaye riste jo dono ko hi manjur nahi tha vo jur gaya
Kise ko bhi nahi pata chalta ki ghughat ke niche rasmi nahi shehnaaz hai
Vidai ke waqt Rita maa usse sabhal kar gare me bitati hai
Sana dhere dhere roye jaa rahi thi
Sid.. Shut up ek bhi awaj nahi tumhare aawaaz se mujhe irrted hoa raha hai.. Sana ek dum chup hoa jate hai apne dato thale hotho kk dabate hai ki jisse awaj na aye
Sid Sana ke hatho ko notice karta hai ki vo makeup se withe lag rahe the
Sid... Jitni bhi make-up kar lo tum kabhi khubsurat nHi hoa paoge
Shehnaaz shadi dress
.... Plz like and comment...
आप पढ़ रहे हैं
KHUBSURAT ☑️
FanfictionSidharth shukla Shehnaaz gill Sidnaaz Log khubsurati pasand karte hai insaan cahe gira hua kyu na ho log tarif bhi Kubsurate ke karte hai insaan cahe murkh kyu na ho Badsurat ko koi pasand nahi karta aur na hi tarif hota hai cahe uska dil kach jais...