Naira was still confused with what happened few minutes back
Naira- (in deep thoughts) Yeh achanak kartik ko ho kya gya hai..aise kyu behave kr rha hai woh jaise ki kuch hua hi nhi ho...kbhi ladhai krega..kbhi pyaar se baat krega..kbhi khudse dur krega kbhi kareeb aayega...chl kya rha hai iske dimag mein...kya kartik aaj bhi mujhse pya...pagal hai tu naira kartik ab tujhse pyaar nhi krta..aur kab...kabir agr usse pta chl gya toh woh zaroor kartik ko harm krne ki koshish krega...nhi mai kartik ko kuch nhi hone dungi aur na hi kabir ko iss baar kamyab hone dungi...pichli baar joh uski wajah se hua woh dubara nhi hoga...ab kissi ki jaan nhi jaayega uski wajah se...
Kartik- (to himself) Jaanta hu tum yehi soch rhi hogi ki mai aise achanak kyu...mujhe nhi pta mai tumhare baare mein ab kya feel krta hu..pyaar aur nafrat ke beech confused hu..lekin itna sure hu ki iss baar mai kabir ko tumhare aas paas nhi aane dunga...tumhari safety ab meri zimmaderi hai...kis rishte se kr rha hu mujhe yeh bhi nhi pta..filhal ke liye tum mere liye meri behen ki nanad ho jisse mujhe kisi bhi haal mein uss kabir se protect krna hai
His thoughts was interuppted when Naira when nd placed the plate infront of him
Naira- Lijiye maharaj aapke liye khaana...khaayie aur kripya krke apne ghar wapas jaayie
Kartik- Aise khaana khilayengi aap...itni kadwahat ke saath
Naira- Woh kya hai na...jb insaan aapki tarah ho toh kadwi baatein toh khud hi nikl jaati hai
Kartik- Ohh..then I hope ki yeh khaana aapki baaton ki tarah kadwa nhi hoga
Naira- Don't worry aapki baaton se km kadwa hoga yeh khaana
Kartik saw the plate nd realised that Naira had cooked kachori for him
Kartik-(in mind) Naira ne mere liye kachori bnayi hai
He looked at her but she avoided the eye contact
Naira- (in mind) Mujhe bhi nhi pta kyu yeh kachori bnaya hai maine...batter toh kisi aur cheez ke liye hi prepare kiya tha but....
He took a bite of kachori nd became nostalgic nd their moments came infront of his eyes when Naira fed him
Kartik-(in mind) Kuch nhi badla inn 2 saalo mein...exact wohi same taste
After sometime he was done with finishing the entire plate of kachori
Naira- Ho gya na ab tumhara...ab jaa skte ho tum
Kartik- Sunna nhi tumne maine kaha tha mai yehi rukunga...aur waise bhi papa tumhe yahan mere bharose chodhkr gye hai...so tum meri zimmedari ho aur mai decide krunga kya hoga aur kya nhi
Naira- pehli baat toh hai college nhi hai jahan tum apna hukm chla skte ho...yeh mera ghar hai Mr.Goenka aur mai decide krungi har cheez...aur rhi baat zimmedari ki mai khud aapko iss zimmedari se azaad krna chahti hu...kyuki mai aapke upar ek 'bhoj' nhi bna chahti aur na hi mai koi bhi aisa mauka dena chahti hu aapko jisse mujhe sunnane ohh sorry i mean..mujhe taunt sunnane ka aapko koi bhi mauka mile...
He pinned her against the wall
Kartik- Bht ho gya tumhara Naira...raat bht ho chuki hai so jao college bhi jaana hai tumhe
Naira- Kis haq se mujhpr hukm chla rhe ho tum Kartik?? Tumhe aisa kyu lgta hai ki har cheez tumhare hisaab se hi honi chahiye...aur kyu tum uss insaan ke saath rhena chahte ho joh tumhare hisaab se tumhare bhai ka hatyaara hai?? Kyu uss insaan ke saath rhena chahte ho jisse tum nafrat krte ho tum?? Jispr 1% bhi bharosa nhi krte...kyu Kartik hai koi jawab tumhare paas?? Nhi na?? Please chle jao Kartik yahan se....mai bhi ek insaan hu...kuch emotions hai mere bhi...tumhare jb mann kiya Kartik mujhe kuch bhi bolkr chle gye....mujhpr ilzaam lgate rhe...insult krte rhe...baat baat pr mujhpr apna gussa nikala...bs ek apna verdict sunna diya bina kuch bhi soche smjhe...kb tk inn emotions ko control krungi...socha tha udaipur se dur aayi hu sb kuch piche chodhke..toh nye logo ke saath ek nyi lyf shuru krungi...pr nhi bhagwan ji ko toh shayad yeh manzur hi nhi tha na...phir tum aaye...hum phirse mile aur kya hua?? Jhagde...ek dusre ko taana sunnana...Kartik woh ilzaam joh tum pichle 2 saalo se mujhpr lgate aaye ho na roz mere kaano mein gunjta hai...aree shubham mera bhi kuch lgta tha....
आप पढ़ रहे हैं
KAIRA- OUR DESTINY
FanfictionMy take on Mumbai track..one of my most fav track. Peep in to see