9. In Hospital

625 48 16
                                    

Namaste
continue -

Av- aap sab hospital jaiye... ham tab tak isse (head of goons) ko thane leke jate hai... aur koi jaroorat ho toh phn kar dena yaad se

Ks- ji sir...ham dhyaan rakhenge... shukriya...

Hm- chaliye aagayi ambulance bahar...

Ks- haan chaliye...

In hospital....

Hm- ks chinta mat kariye kuchh nahi hoga Anubhav ko (consoling her)
Ks- yeh aap kahe rahi hai joh hamse kam tension mai nahi hai lekin pata nahi chalne de rahi....

Dr.- aap form pe sign kar dijiye.... unki halat abhi stable nahi hai... unka operation jald se jald hona cahiye...
Ks- kaise form....
Dr- uss form pe likha hai ki agar patient ko kuchh bhi hota hai toh uske zimmedar ham ya yeh hospital nahi hoga....
Ks- kuchh nahi hona chaiye unhe...

hm- ks formality hai karna padega apko...

Ks- unhe kuchh nahi hoga na

Dr- ham puri koshish karenge ki unhe kuchh na ho...

Ks- ham karte hai sign (with tears in her eyes)

Hm- bhagwan pe bharosa rakho kuch nahi hoga apke bhaiya ko...

Ks- hame pata hai... unhe thik hona padega hamare liye...

Nurse- patient ka blood bahut loss hogaya hai we need...maur blood bank mai yeh available nahi hai

Hm- hamara hai ham dete hai na...

Nurse- chaliye hamare sath....

Hm donate blood For treatment and Ks told everything to Mpt and order juice as she know after donating blood Hm feel low and she needs it...

Ks- Ms yeh pi lijiye

Hm drink it (🙋‍♀️-pata hai argue karne se kuchh na hona)

Kareena- kaise hai woh abb

Dr- Operation is successful unhe  hosh nahi hai aaya lekin aur unke hosh mai aane ke baad hi kuchh khe sakte hai...

Hm- Ks aap aur cheeta yah rahiye ham aate hai thodhi der mai...

Hm went to darga sit on knees and pray (namaz) and Ask god for As good health and recovery....

Same with Ks she wents near murti (which is in hospital)pray to him for As recovery.....

After a while Hm come back to the hospital....

Hm- koi movement hua ?

Ks- nahi na Ms kuchh nahi hua bhaiya ko hosh nahi aaya abhi tak

Hm- apke bhaiya ko jaldi hosh aa jayega ks...

Ks- hmm!.

Dr- aap log bahar wait kariye ham inhe check karke baate hai

Kareena - ji

Dr- He is ok now  unhe hosh bhi aagaya hai aap unse mil sakti hai... yeh kuchh medicines hai

Hm- unhe discharge kab tak milega

Dr- 2 ghante mai mil jayega

Kareena - Thank you so much

Dr- its my duty

Hm- Ks aap jaiye ham yeh davaiya leke aate hai aur sari formality kar dete hai aur thane mai bhi phone  karke bata denge...

Ks- ji ham jate hai unke pass

Hm- phele thane phn kar de...

She told Ss of As recovery and she tell to everybody....
After it she goes to pharmacy buy medicines and complete formality

In ward

ks- bhaiya.... aap thik hai na

As- haan KS  Ham Thik Hai...
Team Mpt come

Ps- kaise hain abb aap

As- thik hai pj

Ks- App yah hai toh thane mai

pj- dj, santu, cheeta aur billu hai na

Ks- Amar sir aur Ms

Av - yah hain ham aur hj Cs se baat kar rahi hai aati hongi (coming from the gate)

As(mind)- Hhh! inn mahashay ne hamari priye ko hj kaha isko toh ham chodenge nahi ... waise yej hai kon ( 🤨😤🤔)

Hm- Kaise hai aap abb Anubhav Sir (professionally while entering)

As- thik hai ham lekin ham yah kaise

Hm- batate hai Ks davaiya.... Av aap chaliye hamare sath

Av- kyu aur kaha

Hm- Cs ne ham dono ko bulaya hai... jaldi sab sort ho aur joh ham soch rahe h waise ho

Av- itni kya bhura hai Ig sir mai joh aap mai se kisko woh pasand nahi hai... Ya tak ki Cs ko bhi nahi h

Hm- hein kuchh...woh chodiye na chalte hai ham....

Av- thik hai lekin aap aise jayengi (pointing toward her dress as she is in casual)

Hm- nahi... chalte hai  phele ghar fir hq aur kya kar sakte hai...

av- chaliye...

Hm- ks kuchh bhi ho toh phn karna and interrogation shuru kariye... ham uss gunde ko bhi dekh ke aate hai tab tak...

Ks- Ji Ms

As- hame toh bataiye hua kya....

Hm- ham apko aake batate hai Sir tab tak aap rest kariye (professionally again)

Av- chaliye

Hm- ji...

Av and Hm left from there pj also go to thana

blossom- upcoming
🙋‍♀️- As got to know the truth

Thank you
sorry
Jai hind
Jai shree krishna

Duplicate ka raazWhere stories live. Discover now