Monami is shifted to general ward with her baby.
Doctor - Mr Shergill ,Mrs Shergill ko general ward mein shift Kiya hain apki beti ke saath aap unse mil sakte hainKaran- Thank you so much doctor .Apki wajah se yeh sab possible hua thank you so much🥺
Doctor:- Mujhe nahi apki wife ko kahiye she is fighter.Agar kuch chhaiye toh mujhe bula lijiye .Apki wife ko thodi der mein hosh aa jayegaKaran rushes to her ward and sits beside her holding their Princess
Karan:-Hello princess kaisi ho aap.
Baby smiles at himEven Karan smiles seeing his princess
Karan- Apko pata hain aap kitne cute ho bilkul apni mumma ki tarah.Monami gains consciousness
Monami:- Karan hamari princess
Karan :- Ha Ranisaheba yeh hamari princess hain.He keeps their baby on monami so that she can hug her as she is weak due to labour pain
Monami:- Kitni pyaari hain na🥺
Karan:- Bilkul apki tarah Ranisaheba hai my little monuMonami:- Baki sab kaha hain karan
Karan:- Bahar hain abhi bulata hu
He calls Koeizi and SidsaSid:- Congratulations moti billi tujhe choti billi Hui hain congrats
Monami:- Thanks Sid tu bhi mamu ban gayaFaizi hugs her
Faizi:- Kaisi ho mohatarma . Congratulations
Monami:- Thanks Bhai aap bhi mamu ban gayeKaran:- Nahi chachu
Monami:- Nahi mamu
Faizi :- Arey bas baby ko joh mujhe bulana hain bula legi
Koel :- Congrats monuMonami:- Thanks Congrats koel tum bhi masi ban gayi
Sanju:- Mubarak keh raho hain Monami
Monami:- Thanks Sanju tu bhi maasi ban gayi.Sid:- kya ab mein princess ko utha sakta hu
Karan:- Sab pehle sanitiser se aache se handwash karke aao phir meri princess ko utha sakte ho samje.Main nahi chahata tumhare wajah se woh bimar pade
Sid:- Khadoos aur possesive mode onSab handwash karke aate hain
Sid:- Hello Princess mein apka mamu hu aap muje mamu bro bula sakte ho He plays with her
Faizi- Sid hum bhi line main hain
Faizi:- hello mohatarma hum hain apke Faizi mamu aur chacha apko job chahe bula lo
Koel:- Hello cutie main hu apki koel maasi
Sanju:- Bache hum apki Sanjana Maasi
They play with the baby turn by turn .
Monami is going to be discharged the next day
Monami feeds her princess and keeps her cradle
Monami:- Mujhe sach yakin nahi ho raha ki hamari princess itni pyaari hain
Karan:- Ha mujhe bhi bilkul tum par gayi hain
Monami:- 9 months ka wait is worth hain na karan is aisi sukoon se sote hue dekh ke
Karan:- Sahi kaha tumne monu.Tumne pain toh nahi ho raha na
Karan feeds monami
Karan:- Monami chalo soup pilo
Monami:- Karan tum bhi kuch kha lo tumne bhi kuch nahi khaya ho gaya I know
They both have their dinner
Monami:- Thoda sa hain par thode time baad normal ho jayega
Karan:- Yeh dawai kha lo
Monami:- Yeh dawai kab Mera piccha chodegi
Karan:- Abhi keliye toh nahi Chaliye le lije
Monami:- Karan pls
Karan:- Pls monu
Monami:- Ok
They hug and sleepKoezi and Sidsa have gone home for welcoming the new member in their house.
Do vote and comment
YOU ARE READING
𝑴𝒐𝒓𝒂𝒏- 𝑱𝒐𝒖𝒓𝒏𝒆𝒚 𝒐𝒇 𝑷𝒂𝒓𝒆𝒏𝒕 𝒉𝒐𝒐𝒅
Short StoryIt's cute love story of Monami and Karan.Its most beautiful phase of their life .Monami is in third trimester and due date is coming .Let's see the their journey of becoming parents.