CHAPTER 4 B ( The whole truth revealed part 1)

419 23 12
                                    

HII EVERYONE AND SORRY FOR NOT UPDATING FROM MANY DAYS BECAUSE OF BEING BUSY FOR SOME STUDY REASONS BUT YOUR WAITING ARE OVER NOW BECAUSE HERE IS THE CHAPTER
SO, ENJOY IT AND KEEP SUPPORTING

SO LET'S START

There was a pin drop silence spread among the fairies , vivaan, ananya, devki, baalpari, dooba dooba after the face revealation of nakabposh
There was various types of expressions and emotions seen on the face of them

Nakabposh and shaurya were seeing the faces of all the members present there and also seeing each other's faces assuring each other that everything will be alright
They were waiting for them to break the silence and asked something to them

After few minutes of silence between them, baalpari composed herself and asked

Baalpari - Baalveer, yeh sab kya ho rha hai.. Aapki toh yaadasht chali gyi thi toh apko sab yaad kaise hai aur aap nakabposh kaise, kab , kyun bane ham sab ko sach kya hai janna hai

Nakabposh and shaurya looks towards each other and shaurya indicates him to say the truth to them

Listening baalpari questioning them they all also composed themselves and make them ready to digest the upcoming shock and for listening the truth with patience

Everyone was waiting for shaurya or nakabposh to say something

Shaurya and nakabposh saw each other and assured each other, then nakabposh moves forward and taking a deep breath and taking a pause of few seconds he said

Nakabposh - Hame gyat hai ki aap sab ke mastisk mein kayi prashna uth rahe hai aur ap sab un prashno k uttar janna chahte hai
Ham yeh bhi jante hai ki sab mujhse se bahut zyada gussa hai ki maine aap logon se yeh baat chupayi par yeh sab us waqt zaroori tha
Us waqt hamaare paas Or koi upaye nahi tha iske alawa
Par aj main aur shaurya ap logon ko sab sach bata denge kyunki ab woh waqt aa gaya hai ki aap sab ko sach ka pata chale
Aur aap sab ko pata hai ki har chiz ka ek uchit samay hota hai aur ap sab ko sach batane ka yeh hi uchit samay hai
Us nakab ke piche mera chehra dekhne k baad aap logon k man mein bahut sare sawal uthe honge aur aj ham ap sab k sawalon ke jawab denge

Just then shaurya came forward and said

Shaurya - Toh sach yeh hai ki baalveer ko dand milne k kuch din purv

(I AM WRITING THE TRUTH SAID BY SHAURYA AND NAKABPOSH IN FLASHBACK)

Flashback starts

Shaurya - Baalveer ko dand milne ke kuch din purv baalveer hamaare paas veer lok aye the kyunki unhein uske do din purv hi gyat hua tha ki timnasa ko ek chupi shakti hi mar sakti hai, unhein yeh nahi pata tha ki yeh chupi shakti hai kon aur usi vishay mein woh hamaare sahaayata k liye aye the hame hamare yog sakti se pata chala ki us chipi shakti k baare mein ko hi pata tha

Baalveer - Khush raho shaurya khush raho

Shaurya - Khush raho baalveer khush raho

Baalveer - Shaurya mujhe ap se kuch baat karni hai

Shaurya - Ha kaho baalveer

Baalveer - Shaurya mujhe do din purv yeh pata chala hai ki timnasa ko ek chipi shakti hi mar sakti hai, par woh shakti kaun hai aur kahan milegi, iske vishay mein kuch pata nahi chal pa raha hai

Shaurya - Thik hai baalveer tum chinta mat karo mein apni yog shakti k dwara pata lagane ki koshish karta hun ki hame us chipi shakti k bare mein kahan se pata chalega

Baalveer - Thik hai shaurya

Shaurya -Baalveer mujhe yog shakti se pata lagane k liye kuch waqt lagega
abhi k liye tumhe dharti par wapas jana chahiye, wahan tumhari absyakhta ho sakti hai mujhe jaise hi kuch pata chalta hai mai tumhe veer lok bula lunga

Baalveer -Thik hai shaurya aur ek baat shaurya ap is chupi shakti k baare mein ma, pariyon, vivan ya kisi ko bhi nahi bataenge kyunki woh sab pehle se hi itne chintit hai timnasa ko lekar, mein unki chinta aur nahi badhana chahta hun

Shaurya - Thik hai baalveer jaisa tumhe thik lage

Baalveer - Toh abhi main chalta hun shaurya
Khush raho shaurya khush raho

Shaurya -Khush raho baalveer khush raho

Saying this baalveer teleported to earth and shaurya goes to do his dhyan

Flashback ends

AND CHAPTER ALSO END FOR TODAY WITH THIS

SO TELL ME IN THE COMMENTS HOW WAS THE CHAPTER AND KEEP VOTING

NEXT CHAPTER WILL BE UPDATED AFTER THE TARGET WILL BE OVER

TARGET - 15 comments and 20 votes

Precap - discovering whole truth and returning to bharat nagar





From present to past Where stories live. Discover now