chapter-14

245 28 13
                                    

SameDay
Girl's Hostel
Anokhi's Room

Anokhi was crying by hugging her legs and was sitting near the door,just when she hears a knock on door and Anokhi stands up after hearing the knock

Anokhi-shaurya hi aaye honge,l know,woh aaye gaye mujhse milne

And anokhi stands up and with a hope in her heart she opens the door and finds reema on door instead of shaurya and her heart gets broken

But after seeing reema anokhi breaks down as she knows that reema is her best friend and she can feel her pain

Anokhi bursts in tears and says reema accha huaein jo tu aaye gayi reema
Reema gets worried after seeing tears in her eyes and says anokhi kya huaein hai tu kyun roya rahi hai

Anokhi-sha...Shaurya kahi nahi mile rahe reema,main unka ghar,police station sab jhaag dekh aayi hoon reema aur unka phone bhi switch off hai,main kya karo reema,kahan gaye honge woh,thik toh honge na,you know na reema ki main Shaurya se kitna pyaar karti hoon,nahi reha sakti unka bine

And anokhi bursts in tears and falls on floor while crying

Reema sees this and she too sits on floor And holds anokhi by shoulder

Reema-anokhi Shaurya sir aaye jaiyenge tu chinta mat kare

And just when a thought comes in her find

Reema-anokhi ek baat bole mujhe

Anokhi looks at her quitely and reema says kya tune Shaurya sir se pyaar ka izhar kiye tha,did you confessed

Anokhi nods her head in yes and says haan kal maine aur Shaurya ne confess kare diye humare pyaar ek dusre ko

Reema-toh kahi Shaurya sir ne bas aapne mann bharne ke liye hi toh tujhse pyaar nahi kiye na,l mean did he touched you aur jab unko woh mile gaye jo tujhse chahiye tha t...

Anokhi jerks off reema's hand from her shoulder and says reema main mera shaurya ke baare mein yeh sun kare nahi loongi smajhi tu,shaurya mujhse sacha pyaar karte hai,he loves me truly

And anokhi puts her hands on her forehead and points at her vermilion

Anokhi-dekh yeh sindoor,kal shaadi ki unhone mujhse

And reema gets shocked after seeing this and at the same time she was happy too

Reema-teri shaadi hogayi woh bhi shaurya sir jinse tu itna pyaar karti hai

Anokhi-haan reema aur isska baad bhi he didn't touched me,woh mujhe tab tak haath nahi lagenga jab tak woh mujhe unka ghar unki biwi bane kare nahi le jaate,but reema mujhe abhi chinta iss baat ki ho rahi hai ki woh kahan gaye,kahan dhunto unko main,mujhe bohat chinta ho rahi hai shaurya ki

Reema pats her face and says tu roya mat na anokhi shaurya sir mile jaiyenge
And just when door gets open with a bang

And reema anokhi looks at the door and stands up together by holding hands
And Ramesh was standing infront of anokhi and anokhi gets scared after seeing her father and she holds reema's hand tightly

Ramesh looks at anokhi with anger and says chale yahan se badchalan(characterless) ladki

Anokhi hears this and says aap kya keha rahe ho papaji

Ramesh slaps her hard on face and says mujhe sab pata chale gaye hai tera baare mein raat ko tera room mein ladka aate hai tujhse milne,bohat pankh aaye gaye hai na tujhe,ab nahi rehagi tu chandigarh mein chale kapurthala wahan le jaakar tujhe main thik karoga

And Ramesh holds anokhi's hand tightly and drags her out with him and anokhi winces in pain and whispers shaurya's name

And his smiling face comes infront of her eyes

Anokhi turns and looks at reema and signs her through eyes that she has to find about shaurya and then needs to inform her too

Reema nods her head in yes and Ramesh drags anokhi and makes her sit in car and leaves for kapurthala

Anokhi*in mind*-aap kaha ho shaurya,aap jahan bhi ho please aao jao,mujhe kapurthala le jaa rahe hai papaji aur pata nahi mera saath kya hoga,shaurya please aaye jaiye aapne anokhi ke liye

And anokhi touches her forehead on which vermilion was applied and it was covered by her hairs but still she can feel many things by touching it as it was sign of shaurya's pure love for her
And she remembers all the romantic moments which she spended with shaurya

Kapurthala
Bhalla House

Ramesh and Anokhi comes out from car and Ramesh holds her hand and drags her inside the house

Rama and beeji sees her and stands up and goes towards her

Ramesh throws anokhi infront of door but Rama holds her

Rama-ji yeh kaise lekar aaye ho aap anokhi ko

Ramesh-pooch teri beti ko ki kya karti hai raat ko koi ladka aate hai iss se milne pooch na aate hai ki nahi

Rama looks at Anokhi and Anokhi looks down as it was true,shaurya use to come at night to meet her

Ramesh-dekh isski asie harkat ke wajah se kaun karega iss ladki se shaadi koi nahi karega muh kaal kare diye hai iss ne khud ka bhi aur humare bhi

Beeji-main toh pehle hi kehti thi ki beti ko smabhale kare rakho par nahi yahan wahan padhane bhejane tha na issko ab bharo

And Ramesh says nahi beeji issko toh main seedha karoga aap chinta mat kijiye aur haan Anokhi teri shaadi Chandigarh ke ACP Ahir se hogi,woh ladka kaafi accha hai

Anokhi gets shocked after hearing this and Ramesh drags her in room and closes it from out

Anokhi bangs the door and says papa ji main shaadi nahi karogi nahi karogi shaadi

And she collapses on floor and hugs her legs and says shaurya aap Kahan ho aaya jao aapne anokhi ko kis cheez ki saza de rahe ho aap main nahi reha payogi iss ghar mein aur especially acp ahir ke saath toh bikul nahi

And anokhi cries more

Ramesh-Rama dekh anokhi ko dekhane aane wale hai woh lok,tu usse tayaar kare dena accha sa taki koi gadabad na ho

Rama-woh toh main kare dungi par anokhi se ek baar puch toh lijiye aap ki woh shaadi ke liye maane kyun kare rahi hai hosakte hai ki koi aur ladka ho usska dil mein jo accha ho ahir se bhi

Ramesh gets angry as according to him being a men and a father and husband only he can take right decision and apart from him no one has that much brain which is required for making choices and decisions

Ramesh glares at her and says tujhe nahi lageta ki tu jaate bol rahi hai jaanti hai na kiseki aukat nahi hai ki mujhse accha decision le,jaakar aapni kudi ko tayaar kare,mujhe koi tamasha nahi chahiye

And he walks away

Beeji-rama anokhi ko saree pehna ko kehna saree mein ladki zyadya acchi lageti hai aur anokhi toh bohat acchi lagegi rishta pakka hi hojaiyega

Rama nods her head in yes and goes towards anokhi's room and knocks the door

Anokhi was sitting near the door but she don't replies

Rama-anokhi darwaaz khol na beta

Anokhi-nahi mumma main nahi khoolegi mujhe nahi kareni shaadi

Rama-tu darwaaz khol

And anokhi stands up and opens the door and quickly sits on bed

Rama sees her and closes the door

Rama-nikki sun meri baat dhyaan se tera papaji tujhe jaan se maare denga agar tune shaadi nahi ki toh smajhi issliye kuch mat bol jo ho rahe hai usse hone de aur jisko bhi tu pyaar karte hai usse bhul jaa

Anokhi*in heart*-kaise bhul jao shaurya ko main unse toh shaadi huaein hai meri kaise dhunto unko hai kahan woh,main nahi jiya payogi unka bine aur na hi mujhe kise aur ke saath shaadi manzoor hogi

And tears falls down from her beautiful face

Rama notices this and says yeh le issko pehna le phir aati hoon main

And Rama pats her head and leaves
Deba picks a cushion in her hand and throws it on floor and says nahi kareni mujhe shaadi mujhe bas mera shaurya chahiye mata rani madaat kijiye meri plz


True Soulmates-Shakhi FFWhere stories live. Discover now