CHAPTER 6

661 57 15
                                    

Anirudh - ye kya baat hui kaka..

Kaka - Drama mat karo anirudh sidhe se jo humne sawal pucha hai uska jawab do!!

Anirudh - Mujhe kuch waqt chahiye mai aapko kuch der me batata hu

Kaka - hmm theek hai

Anirudh left

Bondita - Mujhe koi farak nahi padta chahe Barrister babu mujhe chune ya na chune mai akele hi theek hu kisi sahare ki zarurat nahi mujhe..

Kaka - Aisa mat kaho bahu hum sab hamesha tumhare sath hai

Batuk - haan

Next Day, Sunday

Anirudh - Ab kya karu?? Ye kaka bhi na 2 option dediye dono me se kisi ek ko chuno!! Yaaar!! Mujhse ye nahi ho payega agar mai Manorama ko choose karunga toh Bondita naraz ho jayegi jo ki already hai aur Bondita ko choose karunga toh Manorama..par ek second Bondita meri pehli biwi hai toh agar mai Bondita ko choose karunga toh Manorama kyu gussa hogi..par agar ho gayi toh..kya karu mai kaha jau..ek kaam karta hu mai kudh Manorama ko puch leta hu..aur dekhta hu uske kya vichaar hai..haan ye sahi hai!!

Anirudh goes to Manorama's room from study

Manorama - Bas ab anirudh ko aise hi bhadkana hai in roy choudhuryo ke khilaf..aur to aur bevkuf anirudh meri baato par vishwas bhi karleta hai..mera nishana Bondita hai usko raaste se hatana hai phir mera kaam bilkul asaan..apne ko maharani samajti hai shaitaan ki nani Bondita..

Anirudh - Manoramaaa!!!! Kyaaa hai sab!!!??

Manorama - Ani..anirudh 😨

Anirudh - Maine sab sun liya ye vichaar hai tumhare..ghin aati hai mujhe tumhe apni patni kehte hue!!

Manorama - meri baat..

Anirudh - kuch nahi sunna chalo abhi isi vakt!!!

He drags her to the hall

Kakaaaa babaa Bonditaaa batuk kaha hai aaap log!?

Kaka - kya hua? Ab humlog ne kya kardiya!?

Anirudh - Is baar aaplog ne nahi isne kiya hai (he throws her on the floor).

Binoy - kya kiya isne?! 😤

Anirudh - Isne apni asli aukaat dikha di..batuk or Bondita ne sahi kaha tha ki ye kisi ka bhi bhala nahi chahti!

Kaka - ye toh humlogo ko pata hi tha pehle se par tune apni aankho me patti bandhi thi..tujhe hi samajh nahi aati thi hamari baat hamesha sab se ladta tha is ladki ke chakkar me..humari bahu ko chodh diya tune iske wajah se 😡 tab bhi Bondita ne kuch nahi kaha bechari bachchi..ab hum nahi jaante kya karna hai is ladki ka..tumhi samjho..chalo sab yaha se!!

Bondita - Huhh 😏

Bondita's Expression

She left like carelessly 🙂

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

She left like carelessly 🙂

Anirudh - Nikal jao mere ghar se dubara kabhi apni shakal mat dikhana!!!!

Manorama - Anirudh mujhe maaf..

Anirudh - Suna nahi kya tumne!? Maine kaha nikalooo!!

(She left Mansion)

Anirudh - Bon...Bondita..

Kya Bondita Anirudh ko maaf karegi? 🌚
Excited for next chapter? Till then wait 🤍


AniDita : Love Is Everything Where stories live. Discover now