Work Tension And Family Part-7

2K 254 11
                                    


Disclaimer : This is an imaginary Story and if don't like something then I am really Sorry🙏🏻

Let's Begin

Karan Stopped her and said

Karan - Pls Teja Meri baat sunn main janta hu maine bohot galat kiya aur tujhe taunt bhi mara par pls mujhe maaf karde pls teja main tere aur Aryan ke bina mar jaunga pls mujhe maaf kar doo pls

Teja - Karan I need time aur phele pls tum Aryan se Sorry bolo woh bichara kal se aise pareshan hain

By saying this she went

Karan went to Aryan and

Karan- Aryan bacha pls mujhe maaf kar doo maine apko bohot daata na pls Sorry

Aryan turned his face to the other side

Karan - Pls baby dekho maine apki drawing bhi thik kardi aur apke liye ek drawing bhi banai hain ( usne drawing mein sorry likha tha ) pls mujhe maaf kar doo main apko ab kabhi nahi datunga

Aryan apna face Karan ki taraf karta hain aur drawing ko dekhta hain aur use lel leta hain aur phir Karan se dossri tarf face kar leta hain

Karan - Pls beta Maan jao dekho main apke liye choclate brownie bhi laya hu aur blue Wale Lays

Aryan Karan ki taraf dekhta hain aur brownie aur lays dekhkar khush ho jata hain 😀 par phir serious face banakar puchta hain

Aryan - Aap phir mujhe daatoge toh nahi aur

Karan - Bilkul nahi beta

Aryan happy 😊 hokar Karan ko hug karta hain 🤗 aur lays aur brownie uske haath se lekar khane lagta hain

Karan P.O.V

Bilkul Laddoo pe gaya hain brownie aur lays dekhkar pighal gaya bhukad par ab yeh toh Maan Gaya Laddoo ko kaise manau

Karan 2 days se Teju aur Aryan ke saath hi rehta hain aur Teju ko roj nae tarike se manane ki koshish karta hain par Teju abhi maani nahi

Next day

Karan kaam kar raha tha ki Aryan uske room mein aya aur use ek drawing dikhai aur kaha

Aryan - Papa dekho maine apki aur mummy ki anniversary ke liye kitni achhi drawing banai hain

Karan drawing ko dekhta aur uski tarif karata hain tabhi woh khush hojata hain aur use ek idea aata hain

Kya ho Sakta hai idea let's see

I hope you all like it pls vote and comment .

Thanks 💖

TejRan : Short Stories Where stories live. Discover now