12

774 51 6
                                    

Scene starts from kartik hold naira and make her sit on the sofa she is not well today only she woke up from coma and now dancing now Mr overprotective goenka mode on and naira ki toh shamat aayi
Akshy cried
N: akshu mera bacha aaja mumma pas aa ja
She sat on the sofa taking her doll in her arms she played with her
Kairav move towards her and sat on her feet
K: mumma i am sorry mumma main bohot bura beta hoon mujhe yeh pata hi nah chala ki main kya karne jaa raha hoon main apni life ki sabse best gift ko hurt Kiya i am so sorry apko hurt karne ke liye maine aapke concern ko galat samjha i am so sorry par god ne mujhe punishment di
Naira keep her hand on his mouth
Mere bache ke saare gam mujhe aur meri saare khushiyaan uski
K: mumma main paanch saal tak coma mein tha
Naira stumbled
Kartik worries
K: naira shh it's ok vo ab theek hain
N: kartik yeh kaisa mera bacha itni taqleef mein aur main so rahi thi how could I
N: mumma she cried on her shoulder
A: naira bas bacha tum khud us samay helpless thi bacha
Aur kaurav baby apni mumma ka strong baby hain he is fighter
N: kairav theek ho na bacha kartik iski reports medicine everything
K: shaant sherni shant calm down
Whole family adored them
Akshu smiles in kartik lap

Naira adored her three lifelines
N: gayu di
Samarth tensed and kartik face hardened
N: gayu di kartik yaha aaye
K: jaan abhi nahi pls
N: main tumse bhi gussa hoon kartik
Kartik get tears
His naira is upset from him
He dreaded for the worst
K: i know i am at fault maine ek maa par ungli uthayi thi i know i am so sorry
He cried on her hand taking in his hold
Kairav took akshu and move towards akshara and swarna
Naira eye them and they left with the kids
Mansi rose kirti go take other kids as well
Only elders remain there
N: kartik mujhe pata hain tum bacho ko lekar bohot possessive ho par main bhi unki maa hoon kairav par shaq kabhi nahi kiya tha maine misunderstanding ho gayi thi mujhe kisi ko bhi ho jaati kaurav vansh us din terrace par the vansh ka girna aur kairav ka vaha rehna bas ek reflection ne sabkuch tabah kar diya mere life ke paanch saal main tumse door thi apne kaishu se door thi
Mere liye bhi aasan nahi tha
Nakshara swarnish cried on seeing their daughter
Naksh yash anmol nishant are helpless on seeing their sister so broken
Aur gayu di aap aapko lagta hain kairav ki vajah se vansh gira
N: nahi gira hain vansh kairav ki vajah
Vansh aap bataye kya hua tha
V: maasi us din hume challenge kiya gaya tha ki agar aap super boy ho toh terrace se kud ke dikhaye
Kairav dar gaya tha par meri hi galti thi main kud gaya super boy banne ke liye aur vo challenge pura karne ke liye
I am so sorry kaurav Maasi meri vajah se apko itna hurt hua
N: nahi bacha aap bache theek raho mumma papa bas yahi chahte hain par aage se school ki saari baat kairav  vansh Krish aap ghar mein batoge promise me
Whole family adored the duo
N: main aapko kuch nahi kahungi kyuki aap badi hain par ek baar sochna jaroor agar main apna nahi maana hota toh main apne mumma papa ko kabhi share hi nahi kiya hota apse
Aur rahi baat mumma ko lekar misunderstanding ki toh
Misunderstanding apko bhi hui thi Sameer uncle ko lekar
Gayu bow her head
Naira cried harder
Kartik : naira bas shant ho jao na bacha pls itna exert mat karo
D: kittu naira ko lekar room mein jao
Precap: i won't tell

teri yaadein (Completed)Where stories live. Discover now