3. Hindi ka samaachar patra

205 17 6
                                    

Let's start
_______________________________________

When they were eating suddenly a teacher came in the class she was prathna mam

Prathna mam- yahaa toh party chal rahi hai

Monu-mam wo.. woh..

Prathna mam-abhi rakh do voh toh mai hu  varna koi aur teacher hoti to tumhari class ki class lag jaati

Monu(whispering)-mam vaise bhi ab khane ke liye bacha kya hai

Prathna mam-huh!

Monu-no mam kuch nahi

Prathna mam-okay mai jaa rahi hu ab mat shuru ho jaana(softly)

Monu-okay mam(then she left)

The whole class laughed monu came to her team

Monu-kuch bachaya hai tum logo ne

Faizi(dakaar lete hue)-ahh... Haa

Monu-lagta toh nahi

Sid-abhi teen lunch bache hai ab lunch mein khayenge

Monu-vaise kya kya bacha hai

Sid-tere aalo ke parathe..

Monu (excitedly):-bache hai

Sid-hamesha ki tarah nahi bache hai

Monu-🙁
Toh kya bacha hai

Sid-sandwich,bhindi and aalo bache hai

Monu-chal thik hai is se kaam chala lungi

Oye next period maahi mam ka hai ab toh mazaa aayega

Sid-bros aaj ke liye toh koi h.w bhi nahi tha so no test

Faizi-vaise bhi mujhe padhayi karne ka man nahi tha

Karan-vaise bhi tujhe padhayi karne ka man kab hota hai saand🤣

They laughed 😂😂

Koel-abe uaar karan kyu bechare ki jhand maar rahaa hai 😂

Faizi-are wah mohtarma aapko badi fikar ho rahi hai hamaare baare mein(in flirty way)

Koel hold his hand and twist it

Faizi(shouting)-ahh... amee mera haath
[Dhire se chilaya tha isliye sab ne nahi suna]

Koel-nahi pehle tum flirt kar lo uske baad aunty ko yaad kar lena

Faizi-are ham toh bas amee ke liye bahu dhundh rahe the hame kya pataa tha ki tum hame hospital mein admit karne ki taiyaari kar logi

Koel-galat bol rahe ho hospital nahi jaanwaro ke hospital

Karan and koel gave a high five
While other 3 are doing khusur phusur

Sid-popcorn hai kya

Sanju-haa movie toh achi aa rahi hai

Monu-popcorn laane chahiye the yaar aur majaa aata

Faizi-are yaar ab chod bhi do

She relief his hand

Faizi-ab amee ko mere haath par move lagana padega ghar par😢

Monu-aunty lagaa toh dengi par bolege kya😂😂

Sid-ladki ka chakkar hai babu bhaiya 🤣😂 ladki ka

They laughed and the next bell ringed
Maahi mam came

Students-Good morning mammmm
They stood up

Maahi mam-good morning students sit down

They sat on their respective branches

Maahi mam-sab home work learn kar ke laaye hai

Students-mam aapne koi home work hi nahi diya tha aapko us time pe riya mam
Ne bulaa liya tha so aap bhuk gayi thi

Maahi mam(she thinks for a while)-haa nahi diyaa tha toh aaj aap sab uski rivision karenge jo aapko learn nahi hai
And if anyone has any doubts they can ask me

Students-okay mam

After a while

Sid-oh anybody understand this

Other-what/ kya?

Sid-s.. samaaa samaachar pitra

Sanju-are sid samaachar pitra nahi samaachar patra

Sid-are tum yeh batao ki tumhe yeh samajh mein aata hai yaa nahi

Sanju-thoda bohot aata hai😅

Sid-kisi aur ko

Other-na na na/no/nahi

Sid-mam se samjhe kya?

Other-okay

Monu-ek kaam karte hai
Koi ek chalaa jaata hai aur samajh ke hum sab ko samjha de

Karan-yeh bhi theek hai toh kaun jaayega

Faizi-sanju
Kyuki kyuki voh samjhegi toh hamko ache se samjha paayegi

Sanju-okay

She went

Maahi mam-haa sanju tumhe koi dought hai batao

Sanju-yes mam voh mujhe samaachar patra samajh nahi aa rahaa tha to vahi samajhna tha

Then ,miss maahi usko pura essay samjhati hai and sanju apni seat pe chali jaati hai

Sid- sanju kuch samajh mein aaya

Sanju- haa

Sid-toh kya next year  samjhaoge hume

Sanju-haa,sorry voh mai bhul gayi thi

(The she made them understood that essay)

Sanju - aaya samajh mein

Karan- haa ab aa gaya

Monu- mujhe bhi

Faizi- Hame bhi

Koel- haa aa to gya but much word bounce gaye

Sid-same here

Precap:-pant ka antim sanskaar😂😂

______________________________________

I hope you guys enjoyed this part
Thanks for reading

Bohot dino se yeh part likha hua tha bas likhne ka time nahi mila kal English ka tha jis mein mere ko tab se aate hai jab se mam ne syllabus likhwaaya hai sirf ek yahin subject toh hai jis mein mere ko padhne ki jarurat nahi padhti toh isliye time nikaal kar likh diyaa
Bor ho gaye hoge na meri bakwaas se byee

Next part soon

Your writer
~Kashish

Masti in school ✓✓Where stories live. Discover now