1

1K 57 5
                                    


In my story dadaji is alive along with rashmi Sameer
In keesh reception track
Scene starts from kartik push naira and naira got hurt on her head leaving naksh to scream and kartik to stand numb
He has push his naira
K: naira
Naksh glared him
He glared back to him
Listening to his shout whole family assembled there
They start panicking seeing their naira bleeding
Naksh: naira bachha shh it's ok
N: bhai don't panick pls it's not your fault
He hurriedly do her dressing and caress her forehead
N: nhi naira yeh meri galti hain meri vajah tujhe tere sasural mein sabkuch sunna pada meri vajah se kartik aaj gussa hain tujhse
N: nahi bhai aisa nahi hain
N: nahi sirf meri galti hain maine keerti se shadi karne ke liye Haan bola sirf teri vajah se taaki tu Shanti se reh sake kyuki mujhe pata keerti ki vajah se dadi tujhe hurt karti hain i know that
N: kyu kartik
Kartik hung his head down
Whole goenka family is shocked knowing the truth
Akshara: duggu yeh tum kya keh rahe ho
N: yahi sach hain mumma
Maine keerti se shadi na karne ki vajah sirf ek hi hain mera dar aur kuch nahi she is very understanding i know but main khud ko assurance nahi de pa raha hun
N: lekin beta tumne hume kuch nahi bataya kyu
N: kyuki papa mujhe kahi na kahi aapke rishte par trust tha jis tarah se aap aur mumma ek dusre ko trust karte hain ,apki understanding itni achi hain
N: maine socha ki main keerti se shaadi kar sabse pehle unka sabse acha dost banuga kyuki dosti riste ki sabse pehli sidhi hoti hain
A: lekin duggu is faisle ka haq keerti ka bhi hona chahiye na
N: yeh haq main nahi lunga unse mumma
Agar vo chahti hain toh mere saath life spend kar sakti hain varna unki marzi
Keerti get teary eyes
She move towards naira naksh and told them
K: thank you so much naira mujhe naksh dene ke liye.
Tumne mujhe us nark se nikal ke itni achi family di thank you very much
Aur naksh main tayaar hu apke saath life ki adventures ko jeene ke liye aur mere saath mumma hain vo mera saath degi
K: dengi na mumma
A: bilkul bacha
N: pata hain keerti maine ek baar pyaar kar ke dekha hain lekin is baar full understanding aur trust ke saath hum is naye rishte ki shuruaat karna hain
Naksh move towards Manish swarna dadi
N: mujhe maaf kar de pls i know mujhe nahi karna chahiye tha par maine naira se baat karke hi shaadi ki aur main uski jhooti Kasam nahi khata hoon aap log jante hain
Love marriage mein trust nahi hota hain bas pyaar hota hain
Lekin arrange marriage mein trust hota aur jaha trust hota vaha pyaar definitely hota hain
N: i am sorry to say kartik tum naira par trust nahi karte ho
Kartik cried silently
Kirti: dekh kartik tune naira par kabhi trust nahi kiya
Humari mumma vali baat par tune use bohot hurt Kiya abhi meri shaadi ko lekar it's not good bache
Pls don't be so stubborn and short tempered where you can loose everything
Just think about it
Akshara swarna caress her children forehead and left with family
Goenka stays tonight on insistence of Badi dadi and daddaji
Today kartik stays there with singhania on pleading of ananya ranveer yash rose naksh keerti gayu vivaan
Naira cried silently kartik saw that
Mishti kuhu anmol nishant cheer her up.
Mansi luv kush also stays with kartik they want to play with mishti kuhu
All completed their dinner
And stays in hall arranging the karoke
Night
Where everyone enjoys
Precap: go with the flow

Yeh Rishte Hain Pyaar Ke (Completed)Where stories live. Discover now