Person - yaar ye pagal pann mat kar marna hai kya tujhe
Person 2 - are meri jaan agar marne ka dar hota to aaj yaha nahi hotiDabi dabi si hansi
Honthon pe phansi hai
Gudgudi kar rahi hawaPerson - ahhhhh
Oo..
Halla macha rahi hai
Pagal si khwaishein
Khushiyon ki mili hai wajahPerson 2 - woow I just loved it
Kuch hai junoon sa
Kuch paagalpan hai
Sau baatein karta ye
Buddhu sa mann hai (Repeat once)Karne de khwaabon ko badmashiyaan
Chalne de nazron ki manmaniyan
Dhoondhe chalo kuch thikane naye
Hone de pagli-pagli si nadaaniyaan
Person 2 - are meri jaan chill maar na kya tension lena
Ek zindagi mili jee le useHosh mein rehna hai kyun
Rehne se hoga kya
Behoshiyon mein hai maza
Person - ji meri maa tujhse koi nahi jeet saktaDo log pyaar me
Ek pagalpanti ka dose
To dusra maturity se jeeta har roj
Dono ki pyaar ki ye daastan
Kya dikhayegi rang
Kya ye dono ho paayenge sang
YOU ARE READING
Shayarana
General FictionDil ki baat hamesha aankho se nahi samajh aati kabhi kabhi jubaan se bhi bolna padta hai