Hum Jo Chalne Lage ❤️

128 16 6
                                    

Next Day
I - maasi main abhi wedding cards lene ja rahi hu... uss aadmi ka call aaya tha..
M - sunn... hamare yaha na riwaaz hai ki jab kisiki shaadi ho rahi hoti hai to shaadi ka card pehle bhagwan ke aage rakhte hai... udaipur me ek bahut purana mandir hai mahadev ji ka to vaha tu aur ahaan jake card rakhke aa
I - udaipur !?
M - ha ha udaipur
I - thik hai main ahaan ko call karke dekhti hu... uska koi dusra plan to nahi... par maasi ahaan aur main kyu ja rahe hai... di aur jiju ko jaana chahiye
M - jaana to chahiye lekin abhi kuch hi dino me sangeet hai to ussi ki preparations me lage pade hai dono... aur sarla ji ke naatak to tujhe pata hai
I - hmm.. main call karke aati hu (she went to her room and called ahaan) hello
A - hi... itni subah subah mujhe kaise yaad kiya
I - maasi ke vajah se
A - kyu kya hua ?
I - hum dono ko udaipur jaana hai
A - udaipur kyu ?
I - udaipur me mahadev ji ka mandir hai vaha wedding card rakhne jaana hai...
A - okay... aaj shaam ko nikalte hai to kal tak pahuch jayenge
I - thik hai... main packing karti hu tum bhi kar do
A - waise wedding card laane jaana hoga na
I - ha main ja rahi hu abhi
A - ruko main aata hu
I - nahi ahaan... tum abhi rest karo tumhe raat ko driving karni hai
A - pakka
I - ha baba pakka
A - bye... see you
I - see you (she declined the call) hufff... ab pehle wedding card leke aati hu fir packing bhi to karni hai...
Then She Borrowed Wedding Card & Started Packing Her Stuffs
I - kapde le liye.. charger le liya... pods, make-up kit, hair-pins, accesories, ethnic wear... sab kuch to le liya aur kya chahiye
So - tu ahaan ke saath ja rahi hai
I - ha kyu ?
So - dekh ishqi main tujhe ghabra nahi rahi hu but warning de rahi hu
I - aap kehna kya chah rahe ho di ?
So - tu ek aise ladke ke saath travel kar rahi hai jisse tu jaanti tak nahi hai... inn ladko ka koi bharosa nahi hota...
I - matlab ?
So - matlab ye ki sambhal ke rahiyo kab kisiki niyat badle kya pata..
I - di ahaan vaisa ladka nahi hai... vo bahut accha hai
So - pehle pehle na sab aisa hi dekhate hai lekin most of the ladke chalakh hote hai
I - di main ahaan ko jaanti hu... infact uski company bahut acchi hai
So - tu bahut bholi hai meri behen... yaad hai uss din jagraate me usne tujhe kiss kiya tha.. vo tum logo ke plan ka hissa tha ?
I - nahi
So - dekha phir bhi usne tujhe kiss kiya.. kya pata tera ahaan bhi vaisa hi ho
I - (she didn't want to trust her but slowly slowly she also started agreeing her words) agar usne kuch karne ki koshish ki to main kya karu
So - pehle to vo tujhe koi khaana offer kar sakta hai lekin tu sidha naa bol se
I - hmm
So - phor puchega khaana khaya ka agar tu na kahegi to definitely kahi pe gaadi rukwayega aur hotel me khaana khane le jayega aur kya pta waiter ke saath milke khaane me kuch mila diya to tu sidha keh ki khana kha
I - hmm.. aur fir
So - fir car me vo radio lagayega
I - hmm
So - usme aise vaise gaane lagayega aur fir sorry bolke aisi acting karega jaise isko kuch pata hi nahi tha..
I - fir
So - fir gear change karne ke bahane tere haath pe haath rakhega firse sorry kahega aur bolega main gear change kar raha tha tumhare haath ko haath lagaya galati se...
I - fir
So - fir gaadi achanak kahi pe band ho jayegi... lekin ye ussi ke plan ka hissa hoga... agar isne kaha ki paas me ek haveli dikh rahi hai vaha chalte hai... sidha na keh aur bol de ki car me bethte hai... samjhi ?
I - ha ha samajh gayi
So - ishqi safety ke liye pepper spray leke ja
I - hmm
After Sometimes Ahaan Came To Pick Her
A - bags kaha hai tumhare ?
I - room me hai
A - help chahiye ?
I - ha
A - chalo (he went to her room and came with all her bags) 10 din ke liye nahi ja rahe hai... itni badi bag pack karli
I - tumhe kya hai ? tum ladko ka itna kuch samaan hota nahi... hum ladkiyo ka kitna kuch samaan hota hai... to isliye itni badi bag
A - tumhari bakwas band ho gayi ho to chale
I - ha
They Sat In Car And Started Driving To Their Destination
A - aaj tum itni chup-chup kyu ho ? aise to bak bak karti rehti hu
I - (in mind - ab isse kya batau... mere mann me kya chal raha hai... hey mahadev ji jaisa di ne kaha vaisa kuch na ho)
A - oye.. tumse baat kar raha hu.... kaha kho gayi tum
I - kahi nahi
A - pata hai mujhe laga tha ki pure raaste hum baate karte rahenge lekin tum to mood me hi nahi ho
I - aisa nahi hai vo bas thoda low feel kar rahi hu
A - are you okay ? agar tum bol do to kisi lodge me rukte hai
I - nahi nahi nahi.... zaroorat nahi hai
A - tumne sugar level check kiya tha... insulin liya tha ?
I - ha
A - tum pakka thik ho na... kuch khane ke liye chahiye... mere paas lays hai
I - ha chal... (she stopped as she recalled sonu's words) nahi... k..k..kkuch nahi chahiye.... kuch bhi nahi
A - tumhara fav flavour hai
I - nahi mujhe nahi khana par
A - khana khaya
I - ha... tum kyu police ki tarh interrogation kar rahe ho... main thik hu tum driving pe dhyaan do
A - ek kaam karta hu music sunta hu... atleast bore to nahi ho jaunga... (he turned on the radio)
Do dil mil rahe hain, magar chupake chupake
Sab ko ho rahi hai khabar chupake chupake
Saason men badi bekaraari, ankhon men ki rat jage
Kabhi kahin lag jaaye dil to, kahin fir dil na lage
Apana dil main jra thaam lun, jaadu ka main ise naam dun
Jaadu kar raha hai asar chupake chupake
They Both Got Awkward And Ahaan Changed The Song
Zara Zara Behekta Hain
Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon
Mujhe Bhar Le
Apni Baahon Mein
A - (He again Changed The Song )
Saason pe rakha hua tere hoton ka
Sapna abhi hai wahi
O..Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
I - (she turned off the radio)
A - sorry...
I - (in mind - jaisa di ne kaha tha vaisa hi ho raha hai)
A - (in mind - kya kar raha hai ahaan.. kitni slow chala raha ha i gaadi thoda tez chala) (he forwaded his hand to change the gear but accidently he held ishqi's hand)
I - excuse me
A - oh i am sorry... vo meri gear change karne wala tha galati se haath lag gaya
I - (in mind - oh bhaisaab di ne jo jo kaha vo vo aur vaisa hi ho raha hai)
Just Then Raining Started
A - baarish ?
I - ye baarish ko bhi abhi aana tha
A - bin mausam ki baarish... badal dekho bilkul tumhari tarh baraj rahe hai
I - tum chup nahi reh sakte kya
A - ho kya gaya hai yarr tumhe itna kyu bhadak rahi ho ? kisine happy journey wish nahi kiya kya jo naraaz ho gayi
I - oh plz itni bhi kiddish nahi hu main
A - aisa tumhe lagta hai
I - tum bas apna mu band rakho
A - fine...
(2 hours passed like this... it was a heavy rain... ishqi was still tensed and ahaan was confused about ishqi's behaviour)
A - tumhe agar bhook lagi hogi to kuch kha lo... mujhe nahi lagta itni baarish me hume yaha itni sunsaan jagah pe hotel ya dhaba mil jaye
I - aaspaas jungle hai kya
A - hmm
I - what ? to gaadi bhagaav na jaldi
A - gaadi hai... chalate hai bhagate nahi hai
I - dekho already baarish ho rahi hai aise me agar hum yaha ghum gaye ya gaadi bighad gayi to kya karenge
A - kuch nahi hoga... main hoon na (just then the car stopped working)
I - (she stared at him)
A - lagta hai gaadi bighad gayi
I - kisine kuch to kaha tha na... kuch nahi hoga main hoon na (she imitated him)
A - ye meri galati hai kya
I - ha to meri galati hai kya
A - maine tumhe blame kiya ?
I - ab kya karenge
A - yaha kahi pe rehne ke liye jagah dekhni padegi
I - usse accha gaadi me bethte hai
A - ishqi kab tak car me bethenge... aur sona bhi bahut difficult hoga
I - par kya zaroorat hai... ek din adjust kar lete hai na
A - lekin main adjust nahi kar sakta
I - ha to tum jaav main nahi aaungi
A - ishqi yaha jungle me chor bhi hote... main tumhe akele nahi chod sakta... tumhari koi ek bag lelo jisme important cheeze hai aur chalo
I - thik hai (they took their respective bags and started finding a place... soon they saw a haveli)
A - ishqi vaha ek haveli hai... chalo andar chalte hai... jyada durr nahi hai
I - (she remembered sonu's words) main nahi aaungi... pata nahi kiski haveli hogi
A - ishqi already hum bheeg chuke hai aur baarish rukne ka naam hi nahi le rahi hai... agr koi hoga to hamari zaroor help karega aur main hoon na
I - tum ye dialogue to maaro hi mat
A - chalo chalte hai
I - tum jaav main gaadi me ja rahi hu (she turned and started going but then she saw a snake as they were in jungle) mummyyyyy (she hugged ahaan)
A - kya hua
I - vo saanp
A - kaha hai ?
I - andhe ho gaye ho kya vo vaha
A - tum panic mat ho jaav... relax
I - kya relax vo yahi aa raha hai
A - tum shaant raho vo kuch nahi karega
I - agar mujhe kuch hua na to tumhe chodungi nahi
A - fyi agar vo yaha aaya to vo mujhe bhi kuch kar sakte hai... mujhse jo chipki ho tum
I - (she realised that she was hugging him so she quickly aparted but still she was clenching his t-shirt)
A - dekha chala gaya na vo apne raaste... khamkha darr rahi ho.. ab chalo
I - main ja rahi hu gaadi (she started walking but suddenly her leg twisted and she fall) ouchh !
A - ishqi are you okay ?
I - aahh mumma (she groaned in pain)
A - kaha tha na aav mere saath
I - main tumhare saath nahi aa rahi hu... main abhi bhi car me jaungi
A - okay fine (without giving her any idea he picked her in bridal style)
I - ye kya kar rahe ho tum ?
A - i know how ziddi you are to kya karta... agar tum ziddi ho to main usse bhi zyada ziddi hu
I - ahaan chodo mujhe... bachaav... bachaav... bachaav (she started shouting)
A - tum chilla kya rahi ho... aise mat chillav kisi ko kuch aur lagega
I - tum...
A - pahuch gaye... door to khula hai... koyi hai kya andar
I - excuse me... koi hai kya
A - lagta hai koi nahi hai... chalte hai
I - sharam nahi aati tumhe... kisike bhi ghar me ghus rahe ho
A - nahi (they entered the house)
I - ab to utaro mujhe neeche
A - pair twist ho gaya hai tumhare... dhang se chalna nahi aa rha hai... khada kya rahogi tum
I - reh lungi khadi bas tum neeche utaro
A - (he made her stand)
I - (she somehow managed herself to stand up but still it was paining)
A - pain ho raha hai lekin batayegi nahi ziddi jo hai (he muttered)
I - kya kaha
A - kuch nahi (he tried to switch on the lights but it was a very old haveli so the lights were not working) lights nahi chal rahe hai... flashlight on karni padegi (he turned on the flashlight) suno tum yaha iss bed pe so jaav main sofe pe so jaunga
I - hmm (just then she heard sound of thundering so she again hugged ahaan as she was afraid of the sound)
A - (he was shocked by her sudden hug... he was confused about whether he has to reciprocate or not so he just caressed her hair)
I - (she was hugging him for almost 5 minutes then she came in senses and broke the hug)(in mind - ishqi tu bhi pagal hai hug karne ki kya zaroorat thi) mujhe neend aa rahi hai... main so rahi hu... good night (she laid on bed and covered herself with duvet and slept)
A - (he also slept)
At Midnight
Ishqi Started Coughing
A - isko kya ho raha hai... itna kyu khaas rahi hai (he went near her and checked her temperature by touching her forehead) oh shit ! isse to bukhaar hai... (he quickly took out a tablet from his beg) ishqi ishqi utho... tablet khalo... you will feel better
I - (she was little unconscious due to fever so ahaan made her take the tablet)
A - tablet to dedi hai par bas iska bukhaar utar jaye
Scene Shifts To Next Morning
Ishqi Slowly Opened Her Eyes And Was Shocked To See Ahaan On Bed Sleeping With Her
I - (she quickly aparted from him) ye yaha kya kr raha hai... kal to sofe pe soya tha to yaha kaise tapak pada... (she saw that her clothes were also changed) mere kade... mere kapde kaise badal gaye... maine nhi badale.. mere aur ahaan ke siva yaha koi nahi tha to mere kapde kisne badale.. kuch yaad kr ishqi (she held her hair in frustation) tune di ki baat kyu nahi mani... gaadi se utarne ki kya zaroorat thi ishqi... sab meri galati hai... aur ye.. how could he can do this to me... (ahaan started moving so she quickly laid down and acted as if she was sleeping)
Precap - Maan Jao Na

Lag Ja Gale ❤️Where stories live. Discover now