A month later, Prisha healed completely and as she had accepted Rudra's love for her and that her marriage was fixed with Rudra. The functions started. On the engagement day, the duo exchanged rings. Rudra even filled her hairline with vermilion.
R: Rudra, sindoor abhi se kiun? Shahdi mein lagatay hain beta
Pratha: haan Rudra, tum ne abhi se kiun laga diya?
Ru: Pratha aunty...
Pratha: mujhe bas maa bulao, aunty nahi.
Rudra smiled.
Ru: Pratha maa, main kaafi waqt se intezaar kar raha tha ke kab Prisha se apnay pyaar ka izhaar karoon, aur jab mujhe mauka mila, maine kaha bhi, lekin chitthi mein, khud apnay munh se nahi. Aur Prisha ne woh pyaar sweekaar toh kiya, lekin us ke dil mein ye baat toh aayi ho gi na ke ab shayad woh hum mein se kisi ko nahi mil paaye gi, lekin ab jab Bhagwan ne usay lauta diya hai, toh main chahta hoon us ke saath jo lamha main guzaaroon, woh har lamha khaas ho, ab main zindagi ka ek lamha bhi gawana nahi chahta, mera har lamha bas Prisha ke naam hai, mera dil bhi, dimaag bhi, jism bhi, aur aaj se, balkay abhi se, main Rudra Prisha Gujraal hoon
Prisha blushed.
Prisha: aur aaj se main bhi Prisha Rudra Raichand hoon
YOU ARE READING
TejRan+RuPra SS: Prisha
Short StoryPrisha, a flight attendant, boards Pan Am flight 73. When the flight is hijacked by terrorists, Prisha risks her life to stall the terrorists from attacking the passengers on board. Inspired from Neerja.