CHAPTER 6 (EDITED)

3.1K 92 0
                                    

Assalamualaikum my beautiful readers, how are you all let's continue......

Teri Saadgi Ko Niharne Ka Dil Karta Hai; Tamaam Umar Tere Naam Karne Ka Dil Karta Hai; Ek Muqammal Shayari Hai Tu Kudrat Kee; Tujhe Ghazal Banake Zuban Pe Lane Ka Dil Karta Hai

Hani pov
It's the 4th day of Ramazan everyone is getting bored in the house

Sheri:abhi hume Ramazan khatam hue jabtak iss bade Ghar mein rehna hai

Hasan: kahin baher Jane ki planning karte hai

Everyone thought and suddenly

Saad:aj hum iftari baher karenge

Hani:Saad ye kya bol rahe ho

Saad:haan meri behen

Mahi:phir hum dargah bhi jayenge

Husain:hmmm magar hum jayenge kaise

Huma:qasim Bhai ke sath

Nimra:magar qasim Bhai ko puchega kon aur usse badi mushkil bhaijaan ko kon manayenga

Hasan:yar cancel karni padegi plan

Husain:tu chup reh na

Mahi:qasim Bhai toh manlenge magar Bhaijaan

Everyone thought for a while

Saad:ek shaks hai Jo bhaijaan ko mana sakta hai

Everyone:kon

Saad:Hani

Hani: kya mein,sehr mein kuch zyada he khaliya kya

Nimra: api please

Hasan:Hani manja

Sheri:ab humari Khushi tumhari hath mein hai

Huma:sonchle Ramazan ka mahina hai logo ki dua milegi apko

Husain:Hani please behen

I thought and looked at them ye sab toh lagta hai pehle se planning karewe hai mujhe Bali ka bakra banane ke liye par mujhe bhi Jana hai baher

Hani:thike

Mahi:ok then pehle bhaijaan phir qasim Bhai

Hani:ab tum sab itna please keh rahe ho isliye mein jarahi ho

Husain:hum tumhare sath hai

We all went towards bhaijaan s room

Hani:agge kya karna hai

Saad:bhulgayi mein isiliye ammi se kehta hu isse badam khilaye

Nimra:apne he toh jana hai

𝑀𝐸𝑅𝐼 𝐽𝐴𝐴𝑁Where stories live. Discover now