Hey guys 😊
Without any bak bak let's start the story
.
.
.
.
.
Karan and niharika see veer hug monuN - Karan lagta hai yeh uska bf hai
K - nahi niharika yeh sirf uska dost hai
N - ohk
Karan goes to veer and monami
K - monami tum or veer yaha tum toh mall vapas gayi thi na
M - ha but mujhe veer mil Gaya toh mai uske saath yaha aa gayi
V - ha , vaise bhi tum apni dost ke saath busy the monami ko toh tum chord kar chale gaye the
Karan feel guilty , niharika came
N - nahi nahi hamne monami se pucha tha par usne hi mana kar diya tha
K - ha hamne pucha toh tha
M - ha pucha tha par mujhe us samay tumhara saath nahi aana tha ok
V - guys lad kyu rahe ho
M - veer mujhe nahi jaana restaurant me hum vapas chalte hai
( Monami is angry with Karan coz he support niharika more than her )
( One thing guys gussa mat karna Karan monami pe thoda gussa karega ya kar sakta hai kyuki abhi pyar sirf monami ko realised hua hai Karan ko nahi )
N - ok so jao hum toh khaana khaale
V - niharika tum monami ke saath kyu lad rahi ho usne mujhse kaha hai tumse nahi
N - oh toh mai tumhari gf ke saath lad rahi hu isiliye tumhe bura lag raha hai
K - niharika maine tumhe bataya tha na ki monami uski sirf dost hai
N - come on Karan is veer ki harkato se toh nahi lgta ki yeh sirf dost hai
V - yeh meri sirf dost hai nothing else
N - ab kya jhut bolne ka fayda ab toh ( interput by monami )
M - ( monami raised her hand to slap niharika but stopped in mid way ) stop it niharika , tum kya bol rahi ho pehle jaano fir kuch bolo ( bit louder )
K - monami yeh kya tarika hai kisi se baat karne ka niharika meri dost hai aaram se bhi baat kar sakti ho ( angry tone )
M - ( monami have tears but Karan can't see that ) ya right aaj ke baad mai tumse or tumhari dost se bilkul aaram se baat karungi fine
Monami and veer left
K - yeh maine kya kar diya monami par chilla Diya par galti bhi toh usi ki thi usne niharika se battamizi se baat Kari ( in mind )
N - yahi toh mai chahati thi tum mere Karan ko nahi leja sakti monami Karan sirf mera tha mera hai mera rahega with evil smirk ( in mind )
.
.
.
Sorry guys for late but please enjoy this part next part is coming soon
.
.
.
Bye bye 👋
.
.
.
Like , follow , comment

YOU ARE READING
MORAN IN COLLEGE LIFE ( Slow Update )
Fanfictionkehte hai na Jo Bane ho ek duje ke liye unhe koi toh kya bhagwan bhi khud alag nahi kar sakte par lekin jab tak vo alag na chahe tab tak fir uske aage Jo kismat ko manzoor ho vo 🥰 Please vote guys