haa

353 46 4
                                    

Toh aaise hi din katthy rehaty hai aaise hi shaadi ki shopping se pehly ki raat siddharth or shehnaz baat kar rhay hoty hai
Sid- kya kar Rahi ho
Sheh- kuch nhi khana kha kei bhti hu aapny khaa lia
Sid - ha abhi khaya
Sana- aapko pta hai aaj kya hua
Aaise hi shehnaz apni puray din ki baat kar rahi hoti hai or Siddharth bhot dheyan sy sun rahaa hota hai or shehnaz chikti hai

Sid- kya hua tabiyat kharab hai kya
Shehnaz- ha vo thoda bhukar jukham hai
Sid- wahhh pura bata dia ki yeh hua yeh hua par yeh nahi btaya ki tabiyat khrab hai
Sana- siddharth aap gussa kyu ho rahy ho mein bhul gayi
Sid - gussa nahi ho raha hu samjha raha hu dawai khai
Sana apny hot bite karny lagti hai
Sid- hotnchabany band kro or dawai kahoo
Sana- kha rahi hu pyaar se bolo naraz kyu ho rahy ho Sana dawai khati hai
Sana- aap naraz ho
Sid- nhi hu thoda sa rudely
Sana - ho aap
Sid- nhi hu
Sana- aap ho
Sid- jab pata hai hu toh aaise harkarte kyu karti ho chalo phone rakho neend aa rahi hai
Sana- suniye na
Or phone kt jata hai dono Sony jaaty hai  siddharth sochta hai ki jyada toh nahi boldia Parr galti hai uski samnjti nahi hai
Sanasochti hai aaj toh yeh jyada naraz ho gyj kal shopping pe manana padega

Agly din shopping pei siddharth shenaz Preeti di Rita ma or qiran aai hoti hai
Siddharth shehnaz ko dekta hai usny yellow top or jeans pehni hoti hai vo bhot Sundar lag rahi hoti hai vo sochta hai shehnaz naraz hai or manana padega or shehnaz sochti hai siddharth naraz hai or ussy manana padega siddharth or shehnaz akely khady hoty hai
Shehnaz- siddharth ji mei sachi aapko batana vali thi aap naraz ho toh mein maafi mangti hu aagy se nahi krongi aaisa or uski aakooon mein aasoon aa jaty hai

Sid- shenaz tum pagal ho toh kyu Rahi hai meri jaan chup ho itta kya ho gya koi ni meri bhi galti hai maine bhi bhot jyada kar dia mat kr chup ho chal shopping krnay jaaty hai

Or dono same matching si dress lety hai

destinyWhere stories live. Discover now