another truth

225 41 13
                                    

All went to see factory and plant.. rakshit happy to see thay.. all appriciete him and his hardwork.. Drishti get shoked.. one by one...

Murari:- 5 years ki mehnat rang layi he babua... agar tum himmat na karte to ye sab nahi hota..

Rakshit:- ye mera gav he chacha ji.. agar apne gav k liye kuch nai kar  pau to kya fayeda.. is zindagi ka..bahut ehsaan he is gav k hum par...

Drishti in mind:- ye plant our factory ko banane me bahut paisa laga hoga... ye rakshit as Adi ne kiya he..strange..

Lallan:- rakshit bhaiya.. ab is factory ki wajah se sirf is gav me hi nai.. aas pas k 10 gav k logo ko bhi sheher nai jana hoga.. koi apne parivar ko chod kar nahi jayega.. aapka bahut bahut dhanyawad..

Rakshit:- hum sab ek he.. lallan aise dhanyawad bol kar hume paraya na karo..

Rakshit talking with contractor about factory.. and plant..

Rakshit:- chacha ji.. 2 din baad is factory ka udghaatan (innogration) kar sakte he..  thik he na..

Murari:- bahut badhiya..2 din baad hi function rakhenge..

All hug rakshit happily and enjoy with each other....

Driahti  and vicky came back to their home... vicky start making food..and drishti was in her thoughts... when rakshit also came back to home..

Drishti:- Adi... ye sab kya he mujhe kuch samaj me nai aa raha he...

Rakshit:' ye bahut lambi kahani he..

Drishti:- mujhe janna he..

Vicky and rakshit look each other..

Rakshit:- me vicky.. mere baba.. our maa hum sab is gav me rehte the.. baba k khet jyada baarish hone ki wajah se barbaad ho gaye the fir baba sheher chale gaye paise kamaane k liye.. unhe waha job to nai mili but wo gangster ban gaye...

Drishti shocked..

Rakshit:- wo vapas aaye 4 saal k baad.. hume our amna ko le jane k liye but amma ne mana kar diya wo baba par bahut naraz hui our unse rishta bhi Tod diya.. our baba chale gaye.. wo bahut bade mafia ban gaye..

Vicky:- amma bahut dukhi ho gayi thi baba k jane se... wo bahut bimar rehne lagi...our ek din amma bhi chali gayi tab last time baba is gav me aaye the maa ka agni sanskaar karne...

Rakshit:- baba chahte the ki hum our vicky unke saath chale.. our humne haa bol diya... humne man me ye kasam khai ki jis mafia world ne hamare baba.. hanari amma sab kuch chin liya.. hum us mafia world ko hi khatam kar denge..

Drishti:- tumne  revenge lene k liye  mafia world join kiya tha?

Rakshit:- hmm... hamare sirf 2 motives the..
1) mafia world ki kamar todna
2) apne gav ki tarakki karwana..

Vicky:- our ab 2 din me dono motives pure ho jayege..

Drishti:- mafia world ko kaise barbaad karoge.. Adi..

Rakshit chukled..

Rakshit:- jis name se me itni nafrat karta hu.. tum baar baar wohi bolti ho... khair.. 2 din me sab pata chal jayega...

Vickt:- khana tayyar he... chaliye sab...

Drikshit and vicky did dinner silently and slept on their places..

Drishti in mind:- aisa lag raha he jaise me rakshit ko jaan hi nai payi.. uska sach aisa hoga kabhi socha bhi nai tha...

Next day...

Rakshit whole day busy with villegers... and came back to home at night..

Rakshit:- drishti...

Drishti shocked.. why he is calling drishti not mrs shergill...

Drishti:- hmm..

Rakshit:- ye divorce papers..

Drishti shocked..

Drishti:- whatt..

Rakshit:- kal factory k innoguration k baad me police me khud ko surrender kar dunga.. fir me nai janta mera kya future he.. so is par sign karo and aoni life ki nayi shuruwat karo..

Drishti clap..

Drishti:- wow.. aap to bahut mahaan he Adi.. aka rakshit shergill.. kitna sochte he na mere bare me...

Rakshit:- drishti..

Drishti:- shut ip.. tum sab kuch pehle se jante the.. sab planned tha.. fir bhi mujhse shadi ki jhooth bol kar... apne saath forcefully rakha ye jante hue bhi ki me nai rehna chahti tumhare saath....yaha lekar aaye apni mahanta dikhane .. our ab mujhe divorce de rahe ho.. bahut ehsaan kar rahe ho mujh par..

Rakshit:- tum galat samaj rahi ho drishti..

Drishti:- sahi sanaj rahi hu me.. accha he hamara divorce ho hi jana chahiye.. kyoki husband wife ka rishta.. sirf pyar par nai chalta.. trust bhi hona chahiye.. our aaj tak hamare rishte me sivaay jhooth k our kuch bhi nai tha.. ye kaisa pyar tha RAKSHIT..

Rakshit:- thank god aleast tumne mujhe Rakshit to bola..

Drishti:- tum..

Rakshit kept his finger on her lips

Rakshit:- shhh... ab meri baat suno..

Rakshit:- haa tumse shadi ki jhoith bol kar.. sach bolta to kya tum mujhe acept karti? Nai rok paya khud ko tumhare pas aane se..

Drishti look him in anger..

Rakshit:- apne saath rakha.. tumhare na chahte hue bhi... kyoki tumhari jaan ko khatra tha.. tumhare name ka contract nikla tha mafia world me...tum mar sakti thi..

Drishti shocked...

Rakshit:- yaha lekar aaya kyoki tumhara janaa jaruri thi.. ki i m not that bad.. jitna tumujhe samaj rahi thi.. haa galti hui he mujhse.. but saccha pyar kiya he tumse our marte dum tak karta rahunga...

Drishti:- and divorce..

Rakshit:- drishti samjho meri baat ko.. ek to tum vaise hi mujhse nafrat karyi ho.. khair wo to mind hi nai karta but.. jail jane k baad me kabhi vapas aaunga ya nai.. pata our aaya bhi to kab wo bhi pata nai... so tumhe kaise kgud se jod kar rakhu...

Drishti's tears rolling down.. Rakshit wiped her tears...

Rakshit:- itna bura bhi nai he tumhara rakshit..

Drishti:- haa.. tum bure nai ho tum bahut bure ho.. i hate you.. i hate you more..

Rakshit hug her and she was crying clutching his shirt.. both share imotional moments...

Vicky in mind:- pl god mere bhai bhabhi ko kabhi alag mat karna.. unhe hamesha khush rakhna...

Next day....

Drikshit and vicky get ready for factory function...

Rakshit:- aaj hum last time saath he..kya tum  mere saath rahogi pura time.. meri biwi ban kar...

Drishti nodded..

Rakshit forward his hand to her and she gave her hand in his hand.... they went out with vicky..


Other side..

In head quarters...

Head:- Adi.. ka pata chal gaya he.. use dekhte he shoot karne ka order mila he...

Officer:- okk sir.. hum nandgaon k liye abhi nikal rahe he.. apni puri force k saath... aaj Adi ki laash lekar hi aayenge...

Officers went with their team to kill rakshit....





Precap:- rakshit in danger..

Hum Tum(drikshit)✔Where stories live. Discover now