Part - 8

1.2K 127 11
                                    

----------------------------------------------------------------------

Disclaimer : This is a work of fiction. Any businesses or places, events or incidents, are fictitious. Any resemblance to actual incidents or actual events is purely coincidental.

P.S. I am not a medical ground person. So about medical ground jo bhi likkha hai ff samajhke padh Lena. Usme sachai ya logic dhundhne ki koshish mat karna 😅🤭

----------------------------------------------------------------------

Karan sits properly beside Teju.

KK : Laddoo..

TK with an amazed baby voice : Laddoo!! Kaha hai Laddoo??

Teju looks towards Karan and whisper : Mujhe khani hai.. tum doge mujhe?

KK confused but ignored : haan dunga na. Par usse pahele tum batao inha kya kar rahi ho? Aise bhag ke inha kyun aayi? Dekho abhi haat se kitna khun bahe raha hai!

TK (scared tone) : khoon.. khoon .. yeh khoon ..

By saying this she fainted. Karan panicked and called doctors inside and took Teju to bed. Then doctors came and attached ber with the dripping and channels and also dressed her hand.

KK : yeh aise behosh kyun ho gayi khoon dekhke. Aur bohot baheki baheki baatein kar rahi thi.

All were in the room.

LD : Mr. Kundrra , dekhiye humne unhe check kiya aur kuch tests bhi kiye. Kuch aur doctors se bhi discuss kiye hai. Aur usse hume yeh pata chala ki unko wo accident ke shock ki wajah se brain mein thoda affect hua hai. Upar se operation mein bhi complications aayi thi. Jisse unke kuch nerves bhi damage hue hai aur iska affect sidha unke dimag pe pada hai. Iski wajah se..

KK crying : iski wajah se kya doctor?

MD : iski wajah se wo dimag se 3-4 saal ki bacchi ban gayi hai.

All gasped to this.

KM and TM started crying listening this. KP and TP trying to console them but they were also in that state.

Karan is standing there as statue. Mano uske pairo tale zameen khisak gayi.

LD : aur shayad usse kuch bhi yaad nahi hai. Aur bahetar yehi hoga ki aaplog bhi usse kuch yaad dilane ki koshis na kare. Isse unke dimag mein aur zyada pressure ayega , unki halat aur bhi bigad sakti hai. Agar unko zabardasti kuch bhi yaad dilane ki koshis karenge to inki situation aur bhi bigad dakti hai.

MD : koshish kariyega unse jitna ho sake softly pesh aye. Bohot patience chahiye inhe handle karne ke liye.

KK crying : doctor, main uska dhyan rakhunga. Usse kuch hone nahi dunga. Par wo thik toh ho jayegi na. Kitna time lagega?

MD : kuch kahe nahi sakte. Kuch weeks, kuch mahine ya kuch saal bhi lag sakte hai. Ya phir ..

KK and TP : ya phir?

MD : dekhiye unki reports dekhke lagta hai unka thik hona muskil hai. Phir bhi hum koshish karte rahenge. Aaplog bas unhe khush rakhne ki koshish kariye. Unhe purani cheeze yaad dilane ki jagah unke liye nayi yaadein banaiye.

KK started crying hugging TP.

KK : ye kya ho gaya Baba? Uske sath aisa kyun hua? Wo mujhe aur Kavya ko kaise bhul sakti hai?

TM : hum usse ghar leke jayenge na tab usse dheere dheere sab yaad aa jayega beta.. tu ro maat.

Meanwhile, Teju is getting senses back. She started sobbing lightly.

Yeh pyaar naa hoga kam (On Hold)Where stories live. Discover now