❤️ Anirudh postpones the wedding ❤️

365 84 3
                                    

Next day......there was a huge hustle bustle in das haweli...... thakuma was instructing everybody.......she need everything to be perfect......

Arvind : maa ek jagah beth jaiye......sab ho jaayega......aapki tabiyat kharab ho jayegi.......hum kar rahe hai na......

Thakuma : haa haa kar lungi aaram bass ek baar shaadi ho jaaye.......

She left.....

Sumati : aapko pata hai na unhe samjhane ka koi fayda nahi hai.......

Arvind : lekin unki tabiyat kharab ho jayegi aise toh......

Sumati : abhi aap unhe kitna bhi samjhayenge woh nahi maanegi ek baar shaadi ho jaane dijiye phir main unka dhyan rakhungi......

Arvind : thik hai waise bondita kaha hai.......

Sumati : upar kamre mein tapur aur tupur taiyar kar rahi hai usse.......

He nodded.......

Kartik entered with a tensed face......

Arvind : arey aao kartik beta kaise aana hua.......abhi toh waqt hai shaadi mein.......

Kartik : kaka mujhe bondi se bohot zaruri baat karni hai aap bula denge usse.......

Sumati : beta woh taiyar ho rahi hai abhi thodi der mein baarat nikal ne wali hai waha se.......

Kartik : haa kaki main samajh raha hoon par baat bohot zaruri hai........

Arvind : haa thik hai beta main bulata hu.....

He called Bondita......

Bon : arey kartik tum yaha......kya hua itne pareshan kyu lag rahe ho.......

Kartik : baat hi kuch aisi hai bondi....... Siliguri mein achanak ek bimari fail gayi hai....... bohot saare log uss bimari se jhujh rahe hai waha........kareeb 100 se bhi zyada.......aur waha itne doctors nahi hai jo itne saare logo ko thik kar sake........kuch logo ki toh jaan tak jaa chuki hai.......waha se mujhe phone aaya tha woh chahte hai ki hum unki madat kare.......

Everybody was shocked.......

Bon : kya keh rahe ho kartik......

Kartik : dekh bondi main jaanta hu tere liye yeh bohot bada din hai aur main isse bigadna bhi nahi chahata tha par main kya karu mujhe abhi thodi der pehle hi unka phone aaya......aur humare jo medical college ke senior professor the woh bhi gaye hai......unhone humse request ki hai ki hum jaaye waha.......

Thakuma : par aaj shaadi hai......

Bondita was in dilemma........

Bon(mind) : hey dugga maa......kya karu......mere saath hi aisa kyu hota hai.......

Voice : Bondita......

They all see anirudh there......

Arvind : anirudh......

Ani : yaha aane se pehle Kartik ne mujhe phone kiya tha...... mujhse permission lene ke liye......uske baad hi woh yaha aaya hai...... Bondita kartik sahi keh raha hai iss waqt unn logo ko tumhari zarurat hai jo waha zindagi aur maut ke beech jhujh rahe hai.......

Thakuma : par aaj shaadi hai kaise......

Ani : maaf karna thakuma......main jaanta hu aap sab ke bohot sapne hai humari shadi ko lekar........humare bhi hai......par iss waqt Bondita ka waha hona zaroori hai.......

He looked at bondita......

Ani : Bondita jab tum doctor bani thi tumne kasam khayi thi ki tum khud se pehle dusro ko rakhogi......

She nodded.....

Ani : bass phir tumhara farz tumhe pukaar raha hai......aur tumhe jaana chahiye......shaadi ka kya hai tum yaha ho main ya hu main toh puri zindagi intezar kar sakta hoon........jao aur jeet kar aana......

She looked at her father........

Arvind : haa beta anirudh sahi keh raha hai tumhe jaana chahiye.......agar tumhari wajah se itni jaane bachti hai toh humse zyada aur koi khush nahi hoga......

Sumati agreed......

Thakuma was still not convinced.......

Anirudh went to her.......

Ani : thakuma......main jaanta hu aap khush nahi hai kaka bhi mere faisle se naraz hai par aap hi sochiye agar sab kuch jaante hue bhi hum aaj shaadi kar bhi lete hai toh kya hum khush reh paayenge........humari khushiya kisi ki jaan ke neev par hongi......kya yeh thik hoga....... thakuma aapse jhuth nahi bolunga agar Bondita ki jagah main hota toh shayad main toh kisi se permission lene ke liye bhi nahi rukta........ please thakuma maan jaiye.......

She was still not convinced but agreed for anirudh's sake.......

Thakuma : thik hai jaa beta.......

Bon : shukriya thakuma.......

She was in her room packing her bags.......

Someone kept hand on her shoulder........

Bon : rudh......

She hugged him tightly........

Bon : humare saath hi humesha aisa kyu hota hai rudh......

Ani : shaant ho jao shona.......apna farz nibhane jaa rahi ho aise mat jao.........dugga maa ka aashirwad lekar jao.....aur mujhe pura vishwas hai ki meri shona jeet kar aayegi......

She nodded......

Ani : all the best...... dhyan rakhna apna.......

She nodded.......

She took everybody's blessings and left for Siliguri with kartik.......

ANIDITA : CHILDHOOD LOVE 💕Where stories live. Discover now