Ye kahani ek chote se kasbe ki h kai mil dur ek memiyana naam ke ek kasbe ki h us kasbe ki bahut pyari baat h ki baha janwaro or pashu pakshi ko bahut pyar se rakhte the vahi kasbe ke Mansingh ne ek din galti se bejuban janwar ko maar Diya tha vahan ke mukhiya chandravir pal Singh ne Mansingh ko kasbe se nikal jaane ka dand sunaya vahan ke sadasyon ne Mansingh ko yahi bola ki Mansingh ab tum is kasbe mein nahin rah sakte hamare pashu pakshiyon ko tumse khatra hai isliye Tum hamare kasbe se nikal jao Mansingh naraj hote hue kasbe se jaane Laga aur jaate hue bol ke ja raha tha ki is kasbe mein koi Janwar jinda nahin rahega Mansingh ke jaane ke bad kafi din nikal Gaye kasbe mein sab kuchh achcha chal raha tha vaise hi ek din kasbe se Bakri Ka memna ka mara hua mila tha aur kasbe ke log sochne Lage ki koi bimari se mar Gaya hoga vaise hi ek do din aur nikala vaise hi ek mamna aur mar Gaya usi kasbe Ka ek sadasya Neeru bola ki mukhiya ji yah mamne Marne mein mujhe koi locha lag raha hai kyunki jaate time Mansingh yah bol kar gaya tha ki is kasbe ke sahare janwar jyada din tak jinde nahin rahenge Neeru Ki baat mukhiya Ji ne nahin suni aur Neeru ke upar bahut Tej chalate hue bole tum kaise kah sakte ho ki yah mamn e Marne mein Mansingh ka koi hath hai.......................