guilt ♥️

750 121 10
                                    


Shuru karate hai aaj ka part and please yar do vote and comment your reviews

Sorry for spelling mistakes

Let's start

Ks hm ke bare me sab fs ko batati hai fs smile karati hai our aapna ek hat ks ke cheek pe rakhti hai our bolati hai

Fs :. Acha isaliye hamara bacha aaj itana khush hai..aise hi hasate raho..waise kya socha ab aapani miss ajanabi ke bare me..

Ks : soch na kya hai bhabhi ma ham unhe purpose kar denge..

Itana bolate hi door se aawaj aati hai

Budhu kahi ki agar aisa karegi to wo bhag jayegi

Dono door  ki taraf dekhati hai waha se Amar (Am )  hota hai our wo aake ks ke pas baith jata hai

Am : aisa..pahale shuruaat dosti se kar

Fs : amu sahi kah raha hai...tu pahle dosti se shuruaat kar..

Ks : thik hai...

Am and fs smile karate hai thodi der bate karake tino dinner karane chale jate hai

_______________________________________

After 2 weeks

Ks roj college jati thi and sare lecture attend karati thi especially history ki roj lunch time ks hm ke pas jati thi ye usaka routine ban gaya tha wo hm bohot hi jyada care kar ti thi

Hm side hm ko kuch samjh nahi aa raha tha ki wo singh mention me kaise enter kare. Sabut dhundhne ki wo puri koshish kar rahi thi par usake hat me kuch nahi aata. Hm ko bhi ks ki innocence our usaki care pasand aane lagi thi. Par use bohot bura bhi lag raha tha kyu ki jab ks ko hm ki asaliyat pata chal jayegi to usaka dil tudega isaliye

One of the fine Day

Hm college ke bahar jo bus station hai waha khadi thi tabhi waha pe ks aapni  bike se aa rahi thi hm ko dekh kar wo hm ke pas jati hai

Ks : are.. haseena mam aap yaha...kya kar rahi hai..

Hm : wo krish ham yaha bus ka intezar kar rahe hai.. dekhiye na abhi tak nahi aayi...

Ks : ohh...m..mam...mam wo

Hm : kya huwa...kuch kahana hai..

Ks : woo....woo..

Ks aapni aakhe band karti hai our bolati hai

Ks : mam agar aapko koi problem na ho to me chod du...

Hm ks ko dekh ti hai jo aakhe band kar ke khadi hm bhi unknowingly usame kho jati hai par jaldi se hosh me aa jati hai our dimple wali smile ke sath bolati hai

Hm : jarur...hame kya problem ho gi

Ks smile karati hai our hm ko baithane ke liye bulati hai

Hm bike pe baith jati hai usaka ek hat ks ke shoulder pe tha Our ek hat se hm ne bike ke piche ka carrier pakada tha

Hm bike pe baith jati hai usaka ek hat ks ke shoulder pe tha Our ek hat se hm ne bike ke piche ka carrier pakada tha

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
rula ke Gaya ishq tera ft kareenaWhere stories live. Discover now