Apology : accepted or rejected

573 37 1
                                    

Continuation from last part

Sahiba was crying inconsolably , gurleen tried to calm her down but all in vain.

Manveer - sab natak hai iss ladki ke roj roj ka tamasha laga rakha hai isne
Jabse aayi hai humara sukh chainn sab cheen liya hai

Angad comes from main door along with veer.

Angad - daarji kya hua aapne itni jaldbaazi mei mujhe kyu bulaya
Aur ye sab kya ho raha hai sab yaha kyu jama hai

Daarji - angad puttar jo sahiba keh rahi hai kya wo sach hai !?

Angad looks at sahiba and gets reminded of last night incident

Angad - konsi baat daarji !?

Daarji - sahiba puttar , ye le angad tere samne hai abb tu sare sawal jawab isse kar le !!

Sahiba - mujhe koi sawal jawab nhi karne daarji bus mujhe yaha se jaane dijiye , Iss rishte hai chutkara chahiye mujhe

Angad - jaane dijiye !? Ye kya naya tamasha laga ke rakha hai tumne !?

Sahiba - tamasha mai kar rahi hu aur wo kya tha jo tumne kiya tha kal raat mere saath !? Yaad hai !? Ya bhul gaye....
Na yaad ho tou Mai yaad dila deti hu

Angad was dumbfounded by sahiba's reply. He knew he did wrong but his ego was stopping him from acknowledging his mistake.

Daarji - angad , tere paas koi jawab hai sahiba ke sawalo ka ya phir mai Teri chuppi ko tera jawab samajh lu

Angad - daarji , I can explain
Haa Mai gya tha sahiba ke kamre mein , Mai bohot gusse mein thaa us waqt , jo bhi hua wo maine Jaan bujh ke nhi kiya , Mai sapne mein bhi kisi ladki ke saath wo sab nhi kar sakta

Sahiba - kal jo tumne kiya wo hakikat hai koi sapna nhi , actor bohot aache ho tum kya acting karte ho

Angad - muh band rakho aapna jab mai daarji se baat kar raha hu

Daarji - bus , abb aur koi behes nhi hogi iss baat pe , angad tune Aaj Mera sar Sharm se jhuka diya
Maafi mang sahiba se abhi ke abhi

Angad - paar daarji ...

Daarji - theek hai tu nhi maang sakta maafi tou Mai maafi maang leta hu

Angad - nhi daarji , galti maine ki hai tou maafi mangunga

" Sahiba , I am sorry ...
Maine gusse mein aake Jo kiya wo bohot galat tha , please ho sake tou mujhe maaf kar dou "

Sahiba - mujhe maafi nhi chahiye tumhari, Mai Jaa rahi hu yaha se

Sahiba turns to leave Brar mansion but angad stops her by holding her hand  ....

Angad - kaahi nhi Jaa Rahi ho tum
" Mujhse gaalti hue hai lekin mujhe ek mauka chahiye uss galti ko sudharne kaa "

Sahiba - gaalti sudharne ka mauka chahiye na tumhe ? , tou mera haath choro jaane dou mujhe

Angad sat on his knees holding both of her hands in his hand

Nahi kahi nahi Jaa Rahi ho tum , please ek mauka chahiye mujhe , Mai bhi insaan hu mujhse bhi ho jaati hai galti

Daarji - angad puttar jaane de sahiba ko , waqt sare jakhm bhar dega
Tujhe uski maafi chahiye na tou uski baat maan pehle

Angad - theek hai daarji

Sahiba leaves brar mansion and Angad follows her without letting her know he is following her

Everyone disperses into their rooms .

Angad kept following sahiba and reaches a deserted road which he never knew about..

sahAn : match made in heaven Where stories live. Discover now