Chapter 7 ( Naira 's decision)

784 78 15
                                    

Hii guys I am back with chapter . If you want chapter daily then give good response as it motivate me .
______________________________________

The scene start from kartik was telling about his past and his condition how he was traumatized after his mom death .

Kartik - tumhe pata naira jitna mushkil maa ki death ko accept karna tha naa usse zayada mushkil tha Mrs goenka ko accept karna in my life in the place of my mother . Nahi dekh paya main aur chala gaya Ghar chod kar hostel sabse dur Mr aur Mrs goenka se rishta Tod kar .

" Nahi reh sakta main yaha chachu please "

"Papa mujhe jaane dijiye I will not live with this aunty who killed my mom "

Waha bhi chain se kaha raha hostel main sabki yaad aati thi specially maa ki . Raat ko mom ki death ke sapne aate the . Panick attacks....panick attacks was the horrible naira sometime I feel I am still stuck on that day uss din se aage badh hi nahi paaya hu woh 8 saal ka kittu abhi bhi wahi hai 15 saal pehele . Keerti ko meri halat ke baare main pata chala aur woh bhi zid karke wahi aagayi aur mujh sambhalne lagi maa ki tarah . Chachu chachi bhi mere saath rehene Lage mera treatment huaa par haalat aur bigadti gayi phir treatment band kar diya par dawaiya chalti thi . Dheere dheere dawaiya band huyi aur panick attacks bhi par kabhi kabhi aate hai jab mera past mere saamne aata hai par woh mild hote hai zayada severe nahi . I always stay away from goenka villa . Milta tha toh sabse bahar hi goenka villa main nahi ( wipe his tears ; angrily ) pata hai naira mere saath sab huaa Main bimar pada tadpata raha par Mr Manish goenka ....Mr Manish goenka mujhse milne nahi aaye I know I hate him but hamesha se nahi pehele narazgi thi phir nafrat huyi . 15 years main pain main tha naira but woh nahi aaye unhe hamri parwah hi nahi thi as he was busy with his new wife ...he was busy naira ....

He start crying remember his past and the pain he bear .

Kyu naa bole muh se mohan
Kyu hai ruthe ruthe mohan
Kyu ......

Kaise maanau aare kaise maanau
Unn bin kaate naa Naina
Unn bin aawe naa ek pal chaina
Unn bin jiyo toh kaise main jiyu .
Haaye .....

Naira hold him from the shoulder and gently crassed his back as he was crying . She herself crying seeing him in pain .

Mohe naina bhare mohe naina
Jhade mohe naina
Mohe naina mohe naina .

Kartik was holding naira 's top and crying silently . Naira just look at his reatreating figure with teary eyed .

************************************
Scene shift to Manish

It was 5 am in the morning Manish was sitting in his room and thinking about his and kartik 's Fight .

Aapko kya farak padhta hai mr goenka you were busy in their life and You don't Even know how much it impacts on someone' life .

" What was that's line indicates ?? " This question hovered in his mind . Why he said this ?? This question triggered him alot . He strongly believe that something is not right with him . His shivering , the way he lost somewhere during whole conversation left a doubt that something is wrong . Something happened with his son and he doesn't knew it . Thinking he all this he didn't feel sleepy .

Manish pov

kartik ka gussa toh theek hai as I knew he hates me . I also knew his anger toward me but woh condition uski aise haalat woh maine expect nahi Kiya tha ( he remember his condition the way he shiver , he lost somewhere while talking ) woh baar baar kaha lost horaha hai . I know he miss saumya but saumya ka naam aate hi woh kaha lost ho Gaya tha and why he was shivering .

Kaira - Connected Soul Where stories live. Discover now