2~Caged And Freed

100 7 12
                                    

Tarushi transformed into an eagle and flew off into the sky, out of the earth deep in the galaxy and entered pari lok and landed before Rani Pari transforming into human and gazed at them enraged. All the fairies gazed at her teary eyed and emotionally.

T: (angrily shouting) ye kya sun rahi hoon main? Aap sab ne mere cheel vansh ka apharan kiya? Cheelo'n ke rajkumar ka apharan kiya? Kiun? Mujhe wapis laane ke liye? Lo! Agayi main.

Rani Pari walked to her eyeing her from top to bottom with tears of both happiness and sadness and as she was about to touch her face, Tarushi moved back angrily

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Rani Pari walked to her eyeing her from top to bottom with tears of both happiness and sadness and as she was about to touch her face, Tarushi moved back angrily.

R: Tarushi, meri bachi...

T: (interrupting her) bas, bas kijiye meri bachi meri bachi karna. Mujhe pariyo'n ke iss pari lok se nirvaasit kar diya gaya tha, dharti par ek mamooli si cheel bana kar bhej diya gaya tha. (she teared up and gritted her teeth) Naam ki cheel thi bas, poora din bhooki pyaasi, na urr paati thi, na theek se chal paati thi, pura din ek jagah pari rehti thi ek zinda laash ki tarha. (she angered again) Tab yaad nahi rahi kya ye bachi? Tab kahan thi ye Rani pari, meri ye tathaakathit maa kahan thi? Kahan tha ye pari lok? Ye achhai ki pratee pariyaa'n kahan thi? Kahan thi aap sab ki shaktiyaan? Kahan thi ye mamta? Kahan thay ye aansu? Kisi ne mujhe dhoondne ki koshish nahi ki, kisi ne nahi. Sab naam ke apnay thay yahan. Waise toh khud ko sachee aur achhee pariyaa'n kehte hain na aap log? Lekin sach kahoon toh aap sab ki saari achhai aur sachaai usi din mitti mein mil gayi thi jis din aap sab ne mujhe lawaariso'n ki tarha chhor diya tha. Pani ke ek ek boond ke liye tarasti thi. Jaantay hain main bachi kaise? Usi cheel vansh ki wajah se maa, usi cheel vansh ne aap ki is bachi ko bachaya, shaapit cheel se ichhadaari cheel ka vardaan dilaya, usi cheelo'n ke rajkumar urf aaqa Aakesh ne kiya tha ye sab. Aur aap sab ki itni himmat ke aap sab ne ek mujhe wapis laane ke liye un ka he apharan kiya? Aap uss cheel vansh ko haani pohnchaaein gi jis ne aap ki bachi ko ek naya jeevandaan diya tha maa? Mere uss vansh ka ant karengi aap? Kuchh nahi toh itna lihaaz toh rakhiye ke un ki wajah se he main yahan aap ke aur in sab ke saamne khari hoon, un ki daya aur insaaniyat ki wajah se maa. Warna kab ka main toh swaha ho chuki hoti, kab ka mujhe mrityu mil chuki hoti maa.

Rani Pari couldn't stop herself from crying after hearing her words

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Rani Pari couldn't stop herself from crying after hearing her words. Tarushi went on her knees holding her feet and looked up at her.

T: (choked voice) agar apni is beti se thora sa bhi pyaar tha na kabhi, toh bata dijiye mera cheel vansh kahan hai? Kahan hai cheelo'n ka rajkumar? Kahan hai mera aaqa? Kya kiya aap ne un sab ke saath? Boliye na.

PreeRan Ff Baatein Kuchh Ankahee Si (Completed)Where stories live. Discover now