Mumbai
Malhotra mansion
One lady to servants
L- aaj ki sari tiyari ache se honi chahye mujhe kisi bhi tarah ki koi galati dikhayi nhi deni chahye samaj gye na sab
Servants- ji mam
L- aaj ka din mere lye bahut special h aaj mere bete ka Birthday h
Delhi
Police quarter
One man waken up and pick up a photo frame from side table
Man- Happy Birthday bada main janta hu ab tak aap bahut bade ho gye hoge aap apni mumma ke sath apna 8th Birthday celebrate kr rhe hoge kash mene vo sab na kiya hota to aaj mein bhi is celebration ka part hota infact sari preparations mein khud krata I misses you beta papa loves you pta nhi aap mere bare jante bhi hoge ya nhi
L- aaj mere pass vo sab kush jo ek nornal Happy life jeene lye chahye pr fir bhi ek kami si lagti h
M- mene use anath kaha or aaj mere pass apna kahne wala koi nhi h
Sai- kya mein khush hu apni life se?
Virat- mere pass khush rahne ki koi vajah hi nhi bachi h bs zindagi kaat rha hu?
Malhotra mansion
A man come in the hall
Man- to apne bete ke Birthday ki preparations krayi ja rhi h vo bhi khud khade rh kr.
Sai- to or kya kru aap ke in servants pr mujhe bilkul bharosa nhi end time pr koi na koi gadbar kr dete h
Aarav- kyu bichare servants ki galati nikal rhi tum ye bolo ki tume un ka kam pasand nhi aata
Sai- thik h aap ko jo samajna h aap samaj sakte h
Other side
Virat- kash mene us din tumari baat maan li hoti or patralekha ki bail na krayi hoti ya tume jane se rok lya hota to aaj mein ese akela nhi hota
Flashback
Papi is her room
Papi- finally ab mein Virat ko pane ka apna sapna pura kr sakti hu sai nam ka kata meri or Virat ki zindagi se hamesha ke lye chla gya h ab Virat bina kisi rukavat ke mera hota ab mujhe or Virat ko ek hone se koi nhi rok sakta
She didn't realised that someone overheard her talks
Virat- wow patralekha wow matlab maan gya mein tume itna sab kush hone ke bhi tum mujhe pane ke sapne dekh rhi ho shame on you mene hamesha tumari galatiyo ko nazarandaj kya sai ke khilaf ja kr hamesha tumara sath diya infact sai ke warn krne ke baad bhi mein jail tak se vapas le aaya us ke badle mein kya diya tum ne mujhe sirf dhokha.
Papi- nhi Virat galat samaj rhe mein to bs
Virat- ab mein tume bilkul sahi samaj rha hu you know what you deserve that jail and that punishment tumari vajah se aaj mera pariwaar mere pass nhi h kho diya mene unko kiske lye tumare jaise so called family member ke lye
Aaj se tum nhi ho mera pariwaar tum kush nhi lagti meri I just hate you Mrs patralekha Samrat saulake
Chlo mere sath tume tumari asali jagah pahucha kr aata hu
Papi- nhi Virat tum mere sath esa nhi kr sakte
Virat- chl rhi ya mein police ko bulayu fir vo tume fir se ghariste hue police station leker jayegi
Virat sent papi to jail once again
Everyone specially kaku tries to stop him but he didn't listen anymore