Part 31

36 0 0
                                    

Part 31

Riyaz gaurds ko bohut Marta hai..aur tumhare paas aane wala tha

Tumhari mummy tumhen pakdane aati hai per tum apna hath dikhati Ho

Yn: main theek hun papa ko bolo ki use chhore nahin to main apne aap ko maar lungi

Tum ek kanch ka tukra leti ho aur apne hath per cut karna start kar deti Ho
Ym: use chhod dijiye please nahin to wo apne aap ko maar degi please

Yf: I don't care
Ym: bhulo mat ki agar meri family nahin Hoti to aapka yah business kabhi nahin chalta agar yn ko kuchh hua to main aapke sare business kharab kar dungi

Yn ko apna Puri life jhuth aisa lagta ha as wo sochti thi ki uske papa mumma ke bich bohut pyar hai par jo uske mummy papa ke bich mein pyar tha wo sirf dikhave ka tha sach mein aisa kuchh nahin tha aur

Raj bhi bahut shock hota hai apne mummy papa ko aise dekhkar because unhone kabhi jagda nhi kiya wo hamesha pyar se rahte the

Yf:  chodo usse.....

Gaurd Riyaz ko chodte hain aur Riyaz ki family use leke Chali jaati hai riyaz rokane ki bahut koshish Karta hai per uski family usse vahan per Rahane nahin deti aur unke sath lekar aati hai
Tumhare mummy tumko uthati hai aur tumhare papa tumhare paas aate hai aur bahut jor se tumhen thappad maarte Hain sab shock Ho jaate Hain kyuki unhone birth se lekar ab tak Tum per hath nahin uthaya as wo tumhen Lakshmi man de the......

Then wo Apne room mein jaate Hain aur tum bhi Chali jaati ho room mein rote hue
Tum bohot ro rhi thi Raj tumhare pass Jane wala tha but tumhari mummy usse rokti hai

Raj: mummy yaar
Ym: usse time de
Tum rote rote so Gaye

At evening
Jab tum uthi aur apna phone check kya toh dekha ki shubman ke bohot sare calls the

Tum call karti ho
Yn: hello shu........
Shu: tum theek ho phone kyon nahin utha rahi thi han main a jaaun kya
Yn: abhi tum Agra mein ho aur main Ahmedabad
Shu: ahemdabad dur ha kya aajao kiya
Yn:( you start crying)why are you so nice huhh. You make me hate myself.....

Call cut
Yn: I hate myself for all this why did I do that tin logo ki life barbad kar rahi hoon

Next part soon

sanskari besharam Where stories live. Discover now