Karishma ki maut

255 16 0
                                    

Next day

Morning 10.00 am

Mahila Police Thana
Everyone is there in the thana except Kareena as they have gone to the doctor for Karishma's check up. After sometime Kareena enter the thana and see everyone doing their usual bakeiti. The trio then see Kareena.

Cheetoshpa: Jai Hind maddam sir. Jai Hind Karishma maddam.

Kareena: Jai Hind.

Haseena: Santosh Singh any updates.

Santu: Ha maddam sir humari salary ab tak nahi aayi aur pimples ja nahi rahi.

Kareena face palm themselves hearing Santu's reply.

Cheeta: Uffff yeh masumiyat.

Karishma glares him angrily and then gives her famous kantaap making Cheeta turn around 3 times.

Karishma(angrily): Bola tha na humne ki yeh masumiyat shabd nahi sunna humko. Ama tum topa ho ka, tumko masumiyat aur jadbhuddhi mein fark samajh nahi aata. Agar phirse uffff yeh masumiyat bola na toh aisi maar maarenge na ki muh se eko baat niklegi ki daroga ji dekhe toh bohot magar tumsa na dekha.

Haseena: Shaant hojaye Karishma Singh, aap aisi halat mein itna gussa mat kijiye. Aur aap sab bina time waste kiye apne kaam pe lag jaye.

Karishma: Sab humhe kaam karte hue dikhne chahe nahi toh maiya kasam sabki line hazri kar denge hum.

Everyone goes to silently do their work. Karishma goes to her desk and starts working while Haseena goes to her cabin. After sometime Karishma goes to Haseena's cabin with some files. Haseena was seeing the news channel.

Karishma: Maddam sir humko aapke hastakshar chahiye inn saare files par. Aap inn files ko acche se check karke sign kardijiye.

Haseena: Ji dijiye hum abhi dastakhat karte hai.

Haseena gets busy in signing the files while Karishma is watching the news. Suddenly she sees something on the news which makes her shocked.

On TV

Reporter: Abhi abhi humko khabar mili hai ki Satya Choubey naam ke aadmi ne ek construction site ke building se khudke apni jaan dedi hai. Police walon ne acche se investigation kiya ha aur unka yeh kehna hai ki Satya Choubey ne apne personal problems se tang aake apni jaan dedi hai.

Karishma: Maddam sir yeh.

Haseena: Badi dukh ki baat hai na Karishma Singh ki logon ke zindagi mein choti si mushkil kya aagayi, woh apni jaan dene jaate hai.

Karishma: Vicky bhaiya khudkhushi nahi kar sakte, unki hatya kiya hai uss hard disc keliye. Hum aapse waada karte hai Vicky bhaiya ki hum aapke kaatil ko saza deke rahenge aur yeh toh saara sheher jaanta hai ki Karishma Singh apne waade ki kitni pakki hai. Uss desh drohi ko pakad ke khud apne haathon se maarenge yeh Agent Qayamat ka waada hai. ( In mind )

Haseena: Yeh lijiye Karishma Singh humne saari files check karke sign kardi hai. Aap jaake inhe headquarters mein commissioner sir ke paas pahuncha dijiye.

Karishma: Ji hum abhi jaate hai. Jai Hind maddam sir.

Haseena: Jai Hind.

Karishma takes the files and leaves for the headquarters on her bike. She submits the files in HQ and was returning back when on her way in a isolated road she sees through the rear view mirror that two bikers are following her.

Karishma: Ama e ka bawal hai, yeh sasure hura peecha kahe kar rahe hai. Kahi yeh uss hard disc keliye toh nahi aarahe humre peeche.

She stops her bike and gets down. She sees that those bikers had also stopped their bike.

Mission Behroopiya Where stories live. Discover now