Hello! Happy Raksha Bandhan to all so lets start the part
Ragini: suniya sanskar ji kavita apka phela pyaar hain or apko uskey sath hi jindagi gujarni hogi
Sanskar: just shup yeah main taye karunga mujhe kiske sath rehna hain or kiska sath nhi or tum toh bola hi mat phela apna pati par dhyan do jo tum ek second bhi nhi dekhna chata samjhi or haan pls drama khatam hogaya ho toh ham jaye swara ko rest karna hai
Kavita: sanskar tumhe mera sath shaddi karni hogi main tumse bahut pyaar karti hu pls mujhse shaddi kar lo tum mera hath tham lo
Sanskar: kavita tum yeah kya bol rhi ho swara pregenant hain main usey kaise chod du or main usey bahut pyaar karta hu main usey nhi chodunga
Kavita: tum swara sey pyaar nhi karte ho tum uskey sath rehne laga gaye ho isliya tum lagta hain or baat rhi is bache ki jab yeah bacha is duniya main aa jayenga tab hum isey adopt kar lenga or iskey badla jo swara ko chaiya hoga voh ham de denga
Swara: ( in anger tone ) main yeah bacha kisko nhi dungi main kisi ko nhi dungi yeah mera bacha hain Sanskar dekho na yeah kya bol rhi hain ki yeah mera bacha le legi and swara start crying
Sanskar: shh swara koi bhi hamare bach nhi lega hain shant ho jao koi nhi lega and hug her then he feel heavy and see swara faint swara ankhe kholo maa dekho kya ho gaya swara ko
Sujata: chore tu isey apney kamare main le kar jaa main iskey liya nimbu paani banana kar leti hu yeah bas behosa hui hain
Sanskar : okay and take swara in room
Swasan room
Sujata enter with lemon water
Sujata: swara ko hos aa gaya chalo achi baat hain
So guys i ends the part here
Regards Chanchal