To scene kuch aisa hai ki ek badiii si haveli mein 3-4 pariwaar rehete hain jinka introdhakkan mai chapter mein hi karva dungi
"Tu meri baat kabhi kyu nahi sunnta Jignesh!!" Jignesh's father shouted on him
(Vanraj ji kabhi has bhi lijiye-)
A/n : yeh hain Jignesh Thakur ke pita shree, Vanraj Thakur. Inka para humesha high reheta hai, bohot hi kadak vyakti. Inke do bete hain, ek hai Jignesh aur sabse bada beta hai Naman.
A/n : ab milte hain Jignesh Thakur se
(urf Jeon Jungkook)
Inhe inka pariwaar humesha mafia banne ke liye force karta reheta hai kyunki yeh ek khandani parampara hai ke iss haveli ka agla vanshaj bhi mafia hi banega.."Pita ji...ulta aap meri baat kyu nahi sunte! Mujhe nahi banna mafia-vafia!" He shouted back
"Apne pita se ab zaban lada raha hai?''
"Nahi-"
"Theher jao" ek awaz peeche se aati hai.. uss awaz ko sunkar dono chup aur bheybheet (भयभीत/scared) ho jaate hain
A/n : yeh hain Dayanand Thakur, ye sirf dikhne mein hi khatarnak nahi, balki asal zindagi mein bhi khatarnak hai! Dayanand ji ke naam se hi poora moholla dar jata hai, aur haan ye Vanraj ke pita and Jignesh ke dada ji hai
आप पढ़ रहे हैं
So-called Mafia [J.Jk indian ff]
أدب الهواة"𝐌𝐚𝐟𝐢𝐚"...𝐰𝐡𝐞𝐧 𝐚𝐧𝐲𝐨𝐧𝐞 𝐡𝐞𝐚𝐫 𝐭𝐡𝐢𝐬 𝐰𝐨𝐫𝐝, 𝐭𝐡𝐞𝐢𝐫 𝐡𝐞𝐚𝐫𝐭𝐛𝐞𝐚𝐭 𝐢𝐧𝐜𝐫𝐞𝐚𝐬𝐞𝐬 𝐚𝐧𝐝 𝐞𝐯𝐞𝐧 𝐭𝐡𝐞 𝐦𝐨𝐬𝐭 𝐬𝐭𝐫𝐨𝐧𝐠𝐞𝐬𝐭 𝐩𝐞𝐫𝐬𝐨𝐧 𝐛𝐞𝐜𝐨𝐦𝐞𝐬 𝐚 𝐜𝐨𝐰𝐚𝐫𝐝, 𝐛𝐮𝐭 𝐰𝐡𝐚𝐭 𝐡𝐚𝐩𝐩𝐞𝐧𝐬 𝐰𝐡𝐞𝐧...