Alfaaz

33 2 0
                                    

Voh shaam kuch ajeeb si , jaha safar hamara shuru hoga , barrish ki boonde sath padi , maysam bhi bayiman sa hua , kisi ka hatho mein hath pakadna , kisi ka intezaar karna , safar mein saathi ki taalash karna , aur bus mein baith kar manzil  tak pouchna , sath kisi anjaan sathi ke bethna ,  bathon ki uthsukta ko badana , janna uske dil ke bare mein , kuch apni bhi dastan sunana , hal -e - dil voh apna sunate , kuch hum  bhi apni dil ki baat  keh dalte , chidiyon ki chu - chu ka ana , kuch hamre chehro ki hasi ke manzer ka ana , us pal ki jeena aur usmo kho jana , voh ankhon mein ankhein milna aur Ander hi Ander dil ko kuch ajeeb Sakoon milna voh alfaaz hi toh ha jo do sathi ko bhi milva sakte hain kisi maozoo ki chalte bina kisi fayede ke chalte

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Sep 10, 2023 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Alfaaz  Where stories live. Discover now