Normie -Normie Day...

296 19 9
                                    

Announcement ~
.
.
So finally I’m back again
So, first of all HAPPY NAVRATRI GUYZ
.
.
.
Ik 2 mahine se ff nahi dala hai aur tum logo ne itna wait kiya uske liye thank you so much bohot saare reasons the FF na dalne ke lekin main tha ki mai balance nahi kar pa rahi thi itna sab kuch like padhai, boards upar semental pressure, anxiety aur bhi bohot kuch. So, I promise December tak FF regular upload honge aur uske baad seedha March mai , So I hope tum log support karoge yaar kar hi dena iss chotti Bacchi ke liye ab continue karte hai baaki sab
.
.
.
.
.
.
Shrinkhal's POV~
Y/N ko utha deta hu
But wait what if usse gussa aa gaya aur usne mujhe dissect kardia 
Bro wtf I’m imagining rn

Y/N – SINKU! SINKU!!  (Just shouting as usual)
Shrinkhal – Ha, kya hua??
Y/N – Hamster kaha hai??
Shrinkhal – (thinks) Mar gaya ab toh
Y/N – kya hua bolna??
Shrinkhal – (pretending to be innocent) mujhe kya pata
Y/N – ig kuch toh kiya hai tune hamster ke saath
Shrinkhal  - (murmuring) mai kya hi karunga uss chuhe ka
Y/N – kya??
Shrinkhal – Umm lemme tell you that ki usse mai shravan ke pass chor aaya hu
Y/N – magar kyu?,
Shrinkhal- mere charger ki cable kha gaya vo 24/7 keyboard ke aas pass ghumta rehta tha toh shravan ko de diya maine
Y/N – (starring)
Shrinkhal – ab mai itna bhi khas nahi Hehe
Y/N – (ignoring)
.
.
.
.
.
(Y/N went to took shower)-
After 15 minutes “-”
Shrinkhal called Y/N for breakfast but as you know she ignored him.
Oye! Ignore kar rahi hai thik hai but khane pe kyu gussa ho rahi hai, Ik bura laga hoga tujhe par please breakfast karle
.
.
.
.
Y/N’s POV~
WTF 7:30 ho gaye late ho gayi aaj vese bhi pehla din hai schedule, introduction aaj hi hoga ab toh flash ki speed use karni padegi
.
Y/N packed her bag and lastly said bye to dummy babu
.
.
.
.
7:50---
As she lives nearby uni she got there on time
.
.
Y/N attended lectures and all, made some new friends
.
.
.
.
Shrinkhal’s POV-
Shayad galti kari videshi chuhe ko Shravan ko dekar ig vapis le aata hu usse
.
.
.
.
.
Y/N – sinku
(Shrinkhal went to hall and saw Y/N smiling ☺ )
Y/N – Uk aaj kya hua?
Shrinkhal – mujhe kese pata hoga
Y/N – are yeh bhi hai, vese lunch karlia?? wait lemme help you with that tab tak kuch aur kaam karlo
Shrinkhal - vese jaldi aa gayi aaj
Y/N – aaj classes jada nahi thi just intro and all
Shrinkhal -  thik hai mujhe 5 minute de mai kuch banata hu tu tab tak change karle jaake
Y/N – wait mai karwa rahi hu na
Shrinkhal – are mai kar raha hu na
Y/N – are kar rahi hu na
.
.
.
(Dono bas kaam ke liye lad hi rahe hote hai tab tak ek guest ki entry hoti hai)
.
.
.
Shravan – ho gaya tum dono ka??
Y/N & Shrinkhal – (Saw Shravan) Shravan!!!
Shravan – kya hua??
Y/N walked toward Shravan and said, ”Aur heera thakur kya chal raha hai ??”
“Are medum apki kripa hai mujhpe”
(Both chuckles)
.
.
.
Shrinkhal – kyo be gadari karbe
Shravan – Are nahi saab mai aur gadari ap ke samne toh chai bhi paani hai
[Shrinkhal chuckles]
.
.
.
.
.
.
.
.
Y/N – vese tu yaha??
Shravan – are haa re yeh insaan mujhe call karke bolta hai ki chuha vapis le aa toh mai le aaya
Shrinkhal – hai kaha vo??
Shravan – mummy ke pass
Y/N – kya??!!
Shravan - are mai uss din ghar gata tha toh mummy ke yaha unhe hi de aaya
Y/N – Np vese bhi mai care nahi kar pati uski. Khana khaega yeh bata
Shravan – obviously issi liye aaya hu
Y/N – Hehe, thora wait kar
Shravan - OK kar lunga
.
.
.
.
.
After 1 hour-
Sab log apni jindagi ki dukh, dard aur peeda share kar rahe the and then Shravan ko yaad aata hai ki usse ghar bhi jana hai Shravan sabko bye-bye bolke chala jata hai...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
And yeah that's it for this part I'm gonna do my homework after this. So as usual isko vote kardena aur maje karo
Aur Tysm jisne mujhe support kiya sabse jada mai thank you bolungi "Priya"QT ko kyuki yeh hi ek aesi bandi hai jisne mujhe khush rakha hai mere bure aur ache time mai
So,
      Priya QT, I <3 you so much
.
.
.
.
.
.
.
.
Chalo <3 you everyone I'll see you in the next one and keep your love very close to me

SHRINKHAL :)Where stories live. Discover now