Bache

227 12 2
                                    

"Abhijeet thori der ke liye band kar ke rakh do na ye files jab se uthe ho inhin mein moun ghussa ke baithe hua ho." Daya requested him while stuffing his mouth with a handful of popcorns.

Abhijeet turned his hand at looked at him. "Kam se kam main koi kaam tu kar raha hoon na tum tu subha se pait pooja mein lage hue ho." Abhijeet replied looking at him disgustingly.

"Had hai. Main yahan booriyat se mara jaa raha hun aur tum... he again stuffed his mouth with loads of popcorn.

"Khao. aur khao (Abhijeet stood up and start walking towards the kitchen) kisi din dekhna tum kha kha ke phat jao ge. (turning towards him) aur likh ke rakh lo, woh dhamaka kisi nuclear bomb ke phatne se kam nahi hoga."

Daya looked at him for a minute than burst out into a laugh.

"Kia pure hi pagal ho gaye." Abhijeet asked in fake concerned.

"Are nahi bhai, main soch raha tha ke agar mere phatne se nuclear bomb wala dhamaka ho ga tu Adnan sami ke phatne se kia hoga?

Abhijeet shook his head in disappointment and went to kitchen. After a couple of minutes, he shouted. "Daya woh spicy chips kahan gaye."

"Are abhi thori der pehle main wahi tu kha raha tha. Waise the aik dam barhiya." He answered licking his lips.

"Aur woh chocolates."

"Woh (he bites his tongue) woh tumhari thi."

Abhijeet came out from the kitchen fuming in anger. "Nahi padoosiyoon (neighbours) mein baatne ke liye laya tha."

"Yaar Abhijeet aik baat bolni hai (pointed towards the empty corner of hall) pehle wahan jaa ke khare ho (pointing towards a vase) is vase se bilkul door hato. Kahin tum ghusse mein aake mere sar par ye vase hi na mardo." Daya requested with a cute face.

"Bolo kia bolna hai jaldi. Kuch nahi kahun ga." Abhijeet assured him.

"Yaar woh main keh raha tha ke itni der se yeh halki halki cheezein khane se na pait nahi bhar raha. Kuch solid bana do." He made a cute spout.

"Mera solid ghoonsa kha lo. (He answered while tightening his fist) Tumhari presence tu mujhe aik baap wali feeling aati hai. (Daya gave him an "oh seriously" look).

"Tum mere jaise masum bachon ke sath aisa, jaisa ke tum mere sath karte ho." Daya asked him.

"Tumhare jaise masum bachon ko tu mein aise hi treat karta." 'Aik minute ruko shayad mera phone baj raha hai." Abhijeet answered and he directly went to his room.

"Allah kare DCP sir ki call ho aur woh tumhari chutti cancel kar dein." Daya made a sad face and again shifted his whole attention towards his popcorn. After a while Abhijeet came and sat beside him.

"Suno, tumhari booriyat ka hal mil gaya. Rahul ko kisi kaam se kahin jaana hai tu woh apne bacche yahan chor jaye ga." Abhijeet told him.

"Sach bolo. Phir tu bahut maza aaye ga. Main un ke sath kheloon, ga kahaniyaan sunao ga. Bahut maza aaye ga. (he stood up) main un ke liye bahir se cheezein le kar aata hu. Aur haan (in a challenging tone) Main tumhein dikhaun ga ke bachon ke sath kaise rehte hain, aur tum meri koi madad nahi karo ge." And he happily went outside.

"Done." Abhijeet answered with a victory smile on his face.

After a while, Daya came with lots of things to eat. He was waiting eagerly for the children. The door bell rang and he jumped happily from the sofa. Abhijeet also joined him.

Daya oppened the door and got shocked. There were at least 7 to 8 children, all of them were younger than 10.

"Itne saare." Daya spoke under his breath.

Duo one-shotsWhere stories live. Discover now