1.

68 4 0
                                    

✨✨✨✨✨✨✨✨

Maaf ki jiya chudhrahan ji, mera bada malik ki kundli kheti ha ki woh manglik ha unka vivah hona thoda muskil ha

Pandit ji kaya iska koi upaya nhi ha, jisa hamara bada beta apni gharsti ke anand le sake.

Chudhrahan ji iska ik hi upaya ha, jise bade sahab apni zindagi ma khush rahega.

Woh kya ha pandit ji

Ye karya gwon ki ladkiya karenge, chudhrahan

Thik ha

(In temple)

Aaj to shivaratri ha ma chaati hu ki mujhe mera shiv mil jaye maine aaj varat(fast) jo rakha ha

Pooja maine bhi aaj varat rakha ha, ma chahti hu ki junkook hi mujhe shiv ka rup ma mil jaye.

Aree dekho jungkook ko woh puja kar raha ha, kitne sundar lag raha ha .
Hey bhagwaan mujhe to jungkook chahiya dusra na koi

Ha ha milenge woh tumhe nhi rina, mujhe mila ga woh

(Girls are fighting over him)

Jungkook ne dhoti pheni hui ha aur woh shivling ko dudhe(milk) chadha raha ha.
Uske mukh par duhp ki kiran ussa aur sundar bana rahi ha

Sabhi log usa dursa dekh raha ha kyuki uska pass pandit aur chudhrahan khada ha

Aur unki anumati ka bina woh log waha nhi ja sakte.

Sabhi ladkiyaan ussa dekh kar sharma rahi ha, jaise ki woh unke garwala ha

Sabhi ladkiyaan ussa dekh kar sharma rahi ha, jaise ki woh unke garwala ha

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


After that someone come,

Shahb apke pitaji ka phone aya ha

Jungkook phone par apne pitaji sa baat karta ha

Kahiye pitaji kya baat ha

Jungkook tum apni maa ka sath ho to jaldi ghar wapis aa jao.
Mujhe tumse baat karni ha

Ji pitaji, maa ghar chaliya pitaji koi jururi baat karna chahta ha.

Thik ha beta chalo.

(They step into car and drove to their house)

(They step into car and drove to their house)

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Choudhary house

Jungkook agyo mahro ladlo, bol ka khava ga to, teri manapasand chij banai ha teri dadi ne

Pai lagoo dadi sa, app mujhe apne hatho se jo khilengyi wahi khaunga

Acha chal fer tujhe aaj pa dal bhatti churma khilaungi.

(In side someone is jealous, thinking about how to make him down)

................. ....

Hame junkook ki shaadi jald se jald karni hogi, isa ghar ko ik bhai ki jarurat ha,

Sahi kha apne hamera beta ka liya pandit ji ne ik upya bataya ha

Kisi upya ko karna ki jarurat nhi ha, hamne uska layik ladk dekh li ha, janta ha ki woh isa sambal la gi aur is ghar ko ik zannat bana degi.

Thik ha, ma koi upya nhi karungi , aur is ghar ko warris bhi to chahiye.

Hai bhagwaan mera beta bhu ko jald jald santan ka sukh dena aur hame pota ya poti ka. (Sigh)

To ladki wala kab aa raha ha,

Woh mera dost ha rajkumaar uski beti ha sakshi uske sath jungkook ka vivah karwaye ga

Aaj sham ko ayenga woh, khaterdari ma koi kami nhi honi chahiye.
Aur apne ladla ko bhi bata do.

....................

Somewhere

Pitaji mujhe CHUDHUORY ki sari property chahiye, par mujhe ussa vivah nhi karwana, kyuki ma to rahul se vivah karungi.

Aree to pagal hogyi ha kya, tujhe uski property shaadi ka baad hi milagi

Thik ha fir karlungi shaadi ussa.

(Rajkumaar ik chalak aadmi ha uska apni puri zindagi jutha bankar bitayi ha, hamesha sa hi woh apna dost ki property paana chahta tha, par nakamyab ho gya)

.............................

Maa aaj ghar ma khana nhi ha kya.

Tumne aaj koi kam nhi kiya isiliye tumhe khana bhi nhi milaga

Parr maa maine to sabh kuch kiya ha.

Chup karja, bhut jubaan chalti ha teri, kaat do gi teri jubaan ko.

Ja jakar mera liya chai bana

Hai bhagwaan mera sath hi asa kyu hota ha, kya mera ghar wala mujhse pyaar nhi karti, aaj subha se kuch nhi khaya ha, par koi baat nhi ma samajh lati hu ki tera varat maine rakh liya ha

Suntae ho ap iska vivah kyu nhi karwate, ya hamare sirr par bethi ha , asa nhi ki khai chali jauo

Maine ik ladka dekha ha par uski umar bhut ha agar hum iski shaadi usa karwa de to hame bhut faida ha

To deri kis baat ki ha, isa ma sambhal lungi tum shaadi ki baat paki karo.

IK VIVAH ASA BHI❤    ! jk Where stories live. Discover now