chpater 9

1.6K 198 25
                                    


To be continued

Sana - sid teri sone ki chain kidhar hai, sidharath maine pucha tere gale ki chain kidhar hai. Tujhe meri kasam

To be continued
Sid - bech di chain maine

Sana - par kyu?

Sid - paise nahi the mere pass.

Sana - par sidharth wo chain tumhe college ke drama me as best actor ke tor pe mili thi

Sid - jab life hi drama dikha Rahi ho to jhute drama me mile chiz ki kya kimat hogi.

Sana - me phir se puch rahi hu tune bechi kyu. Geenvi bhi rakh sakate the. Tumne khude kaha tha jab se wo chain gale me pehani hai tune kabhi nikali nahi thi.

Sid - geenvi rakh ke itne paise aate nahi the issliye bechani padi chain

Sana - tumhare pass the na 15000 tumhare account ke 5000 aur tumhari payment. Hume bas 24000 dene hai na

Sid - naaz hume aur bhi kharche hai. Abhi yaha hai to bartan lene ki jarurat nahi thi. Magar abhi wo bhi hume lene padege. Chula lena padega sone ke liye mat lena padega, chadar, pillow, bucket sab kuch lena padega. Phir grossary hai. Yaha hum rahe uska Ghar use Kiya usko bhi jada nahi par thode paise dene padege. Hume ek gas connection book karana padega ek nahi naaz 100 kaam hai. Paise to chhiye the, yaha kon dega hume paise. Kushal bhoat kuch kar raha hai humare liye. Wo nahi hota to pata nahi kya hota humara

Sana started crying

Sid - abhi tu kyu ro rahi hai?

Sana - ye sab mere wajhase se ho raha hai. Na tum mere se shaadi karate nahi tumhe ye sab dekhane ko milata

Sidharth immediately hug har

Sid - tu pagal hai naaz. Ulta mere wajhase ye sab kuch tu bardash kar rahi hai. Kaha mehlo ke Rani ko me jhopde me laya

Sana - aisa mat bol sidharth, tu jaha hai waha mere liye sab kuch hai. Me tere saath bhoat khush hu

Sid - kal hum ek naye din ki shuruwat karane ja rahe hai. Ghar ki Laxmi aisi royi to ghar me khushiya kaise aayegi. Kisi ke wajhase se kuch nahi huwa hai. Ye Jo humare kisamat me likha hai wo hoke hi rahega. Kisamat ka likha kabhi badal nahi sakata. Abhi so ja meri Jaan, kal hume jaldi Jana hai train me bhoat bhid hogi tujhe me riksha se leke jata hu kal

Next day

Nitin - sidharth ye ghar ki chabi, kal  agreement leke ja aur ek copy society ke secretary ko dena saath me tere marriage certificate ki ek Xerox dena. Light Bill tujhe bharana hoga, maintenance me dekhta hu aur kushal Inka kuch matter huwa to me tujhe pakd lunga

Kushal - iski nobat nahi aayegi me sidharath ki puri jimedari leta hu.

Nitin - chalo phir me chalta hu. Please society se koi complaint nahi aani chahiye

Sid - me kabhi shikayat ka mauka nahi dunga

Nitin - chal bye, best of luck

Sid - thanks

Kushal - sid chal me nikalta hu. Mujhe laga der hogi magar kaam ho gaya hai to jata hu office

Sid - kuch lena yaar

Kushal - nahi abhi chalta hu. Sunday ko milate hai. Bye shenaaz

Sid - phir Sunday ko tu aur Aditya ghar pe aaja khana khane

Kushal - tu banayega

Sid - aise hi samjha

Kushal - bye

Forever Sid ❤️ NaazWhere stories live. Discover now